Jab Tum Chaho Lyrics
Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Chalti humesha marzi tumhari
Kehte ho phir bhi pyaar karte ho!
Maana maine galtiyan ki
Thodi thodi saktiyan ki
Ishq mein thodi si mastiyan ki
Jab tum chaaho shiqve gile ho
Jab tum chaaho dil ye mile ho
Chalti humesha marzi tumhari
Jaao bade aaye pyaar karte ho
Dil ki baatein bolte nahin
Raaz apne tum kholte nahin
Apne mann ki tum karte ho sadaa
Mera mann tum tatolte nahin
Sach hain teri ye sab shiqayatein
Tod dunga ye rivayatein
Bhool meri bhool jaana
Mujho aaya na rijhana
Magar chahta hoon ab manaana
Jab tum chaaho hans ke bulaao
Jab tum chaaho ladte hi jaao
Chalti humesha marzi tumhari
Badi badi baatein, pyaar karte ho!
Seekhni hain pyaar ki baariqiyan sabhi
Ho samay toh sikha dijiye abhi
Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
Door kaise hoti kisi ki naraazgi
Bhole banke karte ho gustakhiyan
Chhod do ye sab chalaakiyan
Baaton mein behlaao naa yun
Baat ko badhaao na
Maanungi na main manaao na yun
Jab tum chaaho shaam saji ho
Jab tum chaaho raat dhali ho
Ab tum chaaho jo bhi sazaa do
Bas thoda sa hans ke dikha do
Written by:
"Jab Tum Chaho" Song Info
Singer | Mohammed Irfan, Darshan Raval, Palak Muchhal |
Album | Prem Ratan Dhan Payo |
Lyricist | Irshad Kamil |
Music | Himesh Reshammiya |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Jab Tum Chaho" song is from?
The song "Jab Tum Chaho" is from the soundtrack album "Prem Ratan Dhan Payo".
Who wrote the lyrics of "Jab Tum Chaho" song?
Irshad Kamil written the lyrics of "Jab Tum Chaho". Irshad Kamil is known for writing songs like Hum Mar Jayenge, Milne Hai Mujhse Aayi, and Shayad.
Who is the singer of "Jab Tum Chaho" song?
Mohammed Irfan, Darshan Raval, and Palak Muchhal have sung the song "Jab Tum Chaho". Mohammed Irfan is known for singing songs like Banjaara, Baarish, and Phir Mohabbat.