Dilbar Ki Aankhon Ka Lyrics Rashmeet Kaur

Published: | Updated:
Dilbar Ki Aankhon Ka Lyrics (दिलबर की आंखों का Lyrics in Hindi): The song is sung by Rashmeet Kaur and Jigar Saraiya, and has music by Sachin-Jigar while Amitabh Bhattacharya has written the Dilbar Ki Aankhon Ka Lyrics. The music video of the Dilbar Ki Aankhon Ka song is directed by Aditya Sarpotdar , and it features Ayushmann Khurrana, Rashmika Mandanna, Nawazuddin Siddiqui, and Paresh Rawal.

Dilbar Ki Aankhon Ka Lyrics

Haan dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya

Na kiya na kiya
Jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya

Aankhon ko aankhon se
Kisi ki chaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne
Pyaar na kiya

Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Buzdilon ka nahi kaam yeh
Pyaar mein toh jigar chahiye

Ishq hua par khulke izhaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya

Na kiya
Na kiya jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya

Written by:
Amitabh Bhattacharya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Dilbar Ki Aankhon Ka" song?

Amitabh Bhattacharya has written the lyrics of "Dilbar Ki Aankhon Ka". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Tu safar mera, Kalank (Title Track), and Namo Namo.

Who is the singer of "Dilbar Ki Aankhon Ka" song?

Rashmeet Kaur and Jigar Saraiya have sung the song "Dilbar Ki Aankhon Ka". Rashmeet Kaur is known for singing songs like Bajre Da Sitta, Nadiyon Paar (Let The Music Play Again), and Guzar Jayega.

Who directed "Dilbar Ki Aankhon Ka" music video?

Aditya Sarpotdar has directed the music video of "Dilbar Ki Aankhon Ka".

Who has featured in the music video?

The music video of "Dilbar Ki Aankhon Ka" features Ayushmann Khurrana, Rashmika Mandanna, Nawazuddin Siddiqui, and Paresh Rawal.