Tumne Hamein Lyrics Ankush Bhardwaj

Published: | Updated:
Tumne Hamein Lyrics (तुमने हमें Lyrics in Hindi): The song is sung by Ankush Bhardwaj, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Tumne Hamein Lyrics..

Tumne Hamein Lyrics

Mohabbat mein tumhari
Har shart mujhe mazoor hai
Par ye manzoor nahi
Ke tu mujhse door hai

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tumne hamein chhoda

Ae saathiya sun
Rabb ne hamein tha joda
Phir bhi tune rishta
Humara kyun toda

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda

Har mod par jahan thi khushiya
Yaad aate hai wo din kitne
Jaane kahan kin raahon par
Yoon faasle badh gaye itne

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda

Ae saathiya sun
Rabb ne hamein tha joda
Phir bhi tune rishta
Humara kyun toda

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda

Socha na tha aisa hoga par
Kyun ho gaya aisa bantwara
Tumse ummedein thi kitni
Tumse hi to jagg tha saara

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda

Ae saathiya sun
Rabb ne hamein tha joda
Phir bhi tune rishta
Humara kyun toda

Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda
Kya hua kis baat par
Tune hamein chhoda

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Tumne Hamein" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Tumne Hamein". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Tumne Hamein" song?

Ankush Bhardwaj has sung the song "Tumne Hamein". Ankush Bhardwaj is known for singing songs like Tumne Hamein, Dhinakk Dhin Dhaa, and Ab Tere Bin Nahin Jeena.