Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics Ankush Bhardwaj

Published: | Updated:
Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics (अब तेरे बिन नही जीना Lyrics in Hindi): The song is sung by Ankush Bhardwaj, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics..

Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics

Vabasta hai mere dil mein
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat mein doob gaya hai
Meri yaadon ka mausam

Tu hai mujhmein kuch is tarah
Sagar mein nadiya ho jis tarah

Aag lagaye dil mein saavan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Mera mann aye jaaneman
Teri yaadon ka hai aaina
Darde dil darde jigar
Ab mujhse saha jaaye na

Tu mera raasta tu mera rehguzar
Naam dil pe tera likh liya
Tu ruke main rukun
Tu chale main chalun
Tu jahan main wahan saathiya

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Har ek daga har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rab se bas main maangu
Yaara har ek lamha tujhe

Main phirun darbadar
Main rahun besabar
Naam leke mere yaar ka
Tu meri shayari tu mera falsafa
Tu mera silsila pyar ka

Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Ab Tere Bin Nahin Jeena" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Ab Tere Bin Nahin Jeena". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Ab Tere Bin Nahin Jeena" song?

Ankush Bhardwaj has sung the song "Ab Tere Bin Nahin Jeena". Ankush Bhardwaj is known for singing songs like Tumne Hamein, Dhinakk Dhin Dhaa, and Ab Tere Bin Nahin Jeena.