Pungi Lyrics
Bangle ke peechhe hai taala
Ghusu kahaan se main saala
Laila ki khidki khuli hai
Khidki ke neeche hai naala
Khidki pe koi khada hai
Laila ka taaka bhida hai
Mazzey udaati hai..
Meri mohabbat ki booch maar ke
O meri jaan o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar
[O meri jaan o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar]
Bangle ke peechhe hai taala
Ghusu kahaan se main saala
Laila ki khidki khuli hai
Khidki ke neeche hai naala
Khidki pe koi khada hai
Laila ka taaka bhida hai
Mazzey udaati hai..
Meri mohabbat ki booch maar ke
O meri jaan o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi bajaa kar
O meri jaan o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar
Hmm.. sabko toh parsad baante
Main maangu toh mujhko daante
Auron pe gaalon pe pappi
Mere hi gaalon pe chaante
Laila hai girgit ke jaisi
Table pe tirkit ke jaisi
Lipstick ka thappa lagati hai
Gaalon pe smooch maar ke
O meri, o meri, o meri meri meri meri
Meri aah, O meri ooh..
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki uhh! bajaa kar
[O meri jaan, o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar] – x2
P to the U to the N to the G to the I
The pungi pungi
Naye zamane ki Laila hoon main
Teri pungi baja ke rahungi – x2
Love you my honey, you’re very funny
Now spend all your money, my macho my stud
My koochi my poochi please get my Gucci
Even if you have to sell all your blood..
Haaye jhoothi kasmein jhoothe vaade
Mujhe English mein ratta kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar
[O meri jaan o meri jaan
Mere ko majnu bana kar
Kahaan chal di, kahaan chal di
Pyaar ki pungi baja kar] -x2
Written by:
"Pungi" Song Info
Singer | Mika Singh, Amitabh Bhattacharya, Nakash Aziz, Pritam |
Album | Agent Vinod |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Music | Pritam |
Director | Sriram Raghavan |
Cast | Saif Ali Khan, Kareena Kapoor Khan, Prem Chopra, Adil Hussain, Ram Kapoor |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Pungi" song is from?
The song "Pungi" is from the soundtrack album "Agent Vinod".
Who wrote the lyrics of "Pungi" song?
Amitabh Bhattacharya written the lyrics of "Pungi". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.
Who is the singer of "Pungi" song?
Mika Singh, Amitabh Bhattacharya, Nakash Aziz, and Pritam have sung the song "Pungi". Mika Singh is known for singing songs like Aankh Marey, Dhinka Chika, and Welcome Back (Title Track).
Who directed Agent Vinod?
Sriram Raghavan has directed the film Agent Vinod.