Musafir Lyrics

Published: | Updated:
Musafir Lyrics from Sweetiee Weds NRI starring Himansh Kohli and Zoya Afroz, A romantic song sung by Atif Aslam and composed by Palash Muchhal with lyrics penned by his sister – Palak Muchhal.

Musafir Lyrics

Hmm…

Kaise, jiunga kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina!

Kaise, jiyunga kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina

Tera mera jahaan
Le chalun main wahaan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Jaagi jaagi raatein meri
Roshan tujhse hai savera
Tu hi mere jeene ki wajah

Jab tak hain ye saansein meri
Inpe hai sadaa haq tera
Poori hai tujhse meri duaa

Tera mera jahaan
le chalun main wahan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Kaise, jiungi kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina!

Kaise, jiyungi kaise?
Bataa de mujhko
Tere bina

Tera mera jahaan
Le chalun main wahaan
Koi tujhko na mujhse chura le
Rakh loon aankhon mein main
Kholun palke na main
Koi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko savera mera
Main bhatakta ik Musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Written by:
Palak Muchhal

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Musafir" song is from?

The song "Musafir" is from the soundtrack album "Sweetiee Weds NRI".

Who wrote the lyrics of "Musafir" song?

Palak Muchhal written the lyrics of "Musafir". Palak Muchhal is known for writing songs like Tu Jo Kahe, Musafir, and Kinara.

Who is the singer of "Musafir" song?

Atif Aslam and Palak Muchhal have sung the song "Musafir". Atif Aslam is known for singing songs like Jeena Jeena, Dil Diyan Gallan, and Tere Sang Yaara.