Paan Ki Dukaan Lyrics
Romeo ne masti mein peeche ki basti mein
Kal jo kabootar udaaya
Uddke munderon se kacche baneron se
Juliet ki chhatri pe aaya
Hmm hmm aaha, furrr
Romeo ne masti mein peeche ki basti mein
Kal jo kabootar udaya
Uddke munderon se kacche baneron se
Juliet ki chhatri pe aaya
Chandi ka chhalla laya hai balla
Dil ka bana ke nishan
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Maine chhajja sajaya tumhare liye
Aur sharbat banaya tumhare liye
Maine chhajja sajaya tumhare liye
Aur sharbat banaya tumhare liye
Saare gatak gaye mehmaan
Meri julie bhi hairaan
Bachke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
Neeche paan ki dukaan
Upar julie ka makaan
Bach ke aana meri jaan
Tata tata thaiya re
पान की दुकान Lyrics in Hindi
रोमियो ने मस्ती में पीछे की बस्ती में
कल जो कबूतर उड़ाया
उड़के मुंडेरों से कच्चे बनेरों से
जूलियट की छतरी पे आया
हम्म हम्म आहा, फुर्र्र
रोमियो ने मस्ती में पीछे की बस्ती में
कल जो कबूतर उड़ाया
उड़के मुंडेरों से कच्चे बनेरों से
जूलियट की छतरी पे आया
चाँदी का छल्ला लाया है बल्ला
दिल का बना के निशान
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
मैंने छज्जा सजाया तुम्हारे लिए
और शरबत बनाया तुम्हारे लिए
मैंने छज्जा सजाया तुम्हारे लिए
और शरबत बनाया तुम्हारे लिए
सारे गटक गए मेहमान
मेरी जूली भी हैरान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
नीचे पान की दुकान
ऊपर जूली का मकान
बच के आना मेरी जान
ताता ताता थैया रे
Written by:
Share Lyrics
"Paan Ki Dukaan" Song Info
| Singer | Sukhwinder Singh, Rekha Bhardwaj |
| Album | O’Romeo |
| Lyricist | Gulzar |
| Music | Meghdeep Bose |
| Director | Vishal Bhardwaj |
| Choreography | Jani Master |
| Director Of Photography | Ben Bernhard BVK, Saurabh Goswami |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Paan Ki Dukaan" song?
Gulzar has written the lyrics of "Paan Ki Dukaan". Gulzar is known for writing songs like Dilbaro, Kill Dil (Title Song), and Enna Sona.
Who is the singer of "Paan Ki Dukaan" song?
Sukhwinder Singh and Rekha Bhardwaj have sung the song "Paan Ki Dukaan". Sukhwinder Singh is known for singing songs like Sultan Title Song, Udi Udi Jaye, and Gajanana.
Who directed "Paan Ki Dukaan" music video?
Vishal Bhardwaj has directed the music video of "Paan Ki Dukaan".