Vaada Hai Lyrics

Published: | Updated:
Vaada Hai Lyrics (वादा है Lyrics in Hindi): The song is sung by Ananya Wadkar, and has music by Vishal Bhardwaj and Meghdeep Bose while Gulzar has written the Vaada Hai Lyrics. , and it features Shahid Kapoor, Triptii Dimri, and Disha Patani.

Vaada Hai Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Ho, jaane na tu, jaanam, sachha sachha vaada hai
Ho, tere liye jeena apna iraada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada, ho, vaada

Ho, jaane na tu, jaanam, sachha sachha vaada hai
Ho, tere liye jeena apna iraada hai

Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada 

Ghar ki bijli chali jaayegi toh
Tujhko andheron mein choom lenge
Meri aankhon se ojhal hua toh
Tera saaya pakad ke chalenge

Ghar ki bijli chali jaayegi toh
Tujhko andheron mein choom lenge
Meri aankhon se ojhal hua toh
Tera saaya pakad ke chalenge

Ho, zindagi toh hai, kuch zindagi se jyada hai
Ho, tere liye jeena apna iraada hai

Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada 

Teri yaadein jama karke din bhar
Taash khelenge tanhaiyon se
Jab koi bhi na hoga gali mein
Main pukaaroon tujhe khidkiyon se

Teri yaadein jama karke din bhar
Taash khelenge tanhaiyon se
Jab koi bhi na hoga gali mein
Main pukaaroon tujhe khidkiyon se

Ho, aankhein daasiyan hai, tu shehzaada hai
Ho, tere liye jeena apna iraada hai

Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai
Vaada hai, humdum, vaada hai, vaada hai, vaada

Written by:
Gulzar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Vaada Hai" song?

Gulzar has written the lyrics of "Vaada Hai". Gulzar is known for writing songs like Dilbaro, Kill Dil (Title Song), and Enna Sona.

Who is the singer of "Vaada Hai" song?

Ananya Wadkar has sung the song "Vaada Hai".

Who has featured in the music video?

The music video of "Vaada Hai" features Shahid Kapoor, Triptii Dimri, and Disha Patani.