Ghodey Pe Sawaar Lyrics
Koyi kaise unhein yeh samjhaye
Sajaniya ke mann mein abhi inkaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawar hain
Jaane balma ghodey pe kyun sawar hain
Dheere dheere jatan karne se
Dulhaniya ke khulte hriday ke dwaar hai
Jaane balma ghode pe kyun sawaar hain
Jaane balma ghode pe kyun sawaar hain
Baalon mein wadh ke gajra lagana
Nazdeek aane ka hai bahana
Sab jaan ke bhi chhaliya ke chhal se
Mushqil hai bach paana
Ho ankhiyon se thag ke bharna
Woh jaane batiyon se zurmana
Haan jo main tokun kaha na mera maane
Bhavon ko aise taane behas bekaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain
Koyi kaise unhein yeh samjhaye
Sajaniya ke mann mein abhi inkaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hain
घोड़े पे सवार Lyrics in Hindi
कोई कैसे उन्हें ये समझाए
सजनिया के मन में अभी इनकार है
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
धीरे धीरे जतन करने से
दुल्हनिया के खुलते हृदय के द्वार है
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
बालों में वध के गजरा लगाना
नज़दीक आने का है बहाना
सब जान के भी छलिया के छल से
मुश्क़िल है बच पाना
हो अँखियों से ठग के भरना
वो जाने बतियों से ज़ुर्माना
हां जो मैं टोकू कहा ना मेरा माने
भावों को ऐसे ताने बहस बेकार है
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
कोई कैसे उन्हें ये समझाए
सजनिया के मन में अभी इनकार है
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
जाने बलमा घोड़े पे क्यूँ सवार हैं
Written by:
"Ghodey Pe Sawaar" Song Info
Singer | Sireesha Bhagavatula |
Album | Qala |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Music | Amit Trivedi |
Cast | Tripti Dimri, Varun Grover |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Ghodey Pe Sawaar" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Ghodey Pe Sawaar" song?
Amitabh Bhattacharya has written the lyrics of "Ghodey Pe Sawaar". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.
Who is the singer of "Ghodey Pe Sawaar" song?
Sireesha Bhagavatula has sung the song "Ghodey Pe Sawaar". Sireesha Bhagavatula is known for singing songs like Ghodey Pe Sawaar, Kareebb, and Meri Soulmate.
Who has featured in the music video?
The music video of "Ghodey Pe Sawaar" features Tripti Dimri and Varun Grover.