Mirch Masala Lyrics Shreya Ghoshal

Published: | Updated:
Mirch Masala Lyrics (मिर्च मसाला Lyrics in Hindi): The song is sung by Shreya Ghoshal and Madhura Datar, and has music by Ajay - Atul while Amitabh Bhattacharya has written the Mirch Masala Lyrics. The music video of the Mirch Masala song is directed by Laxman Utekar , and it features Shraddha Kapoor, Randeep Hooda, Mohd. Zeeshan Ayyub, Siddharth Jadhav, and Ishtiyak Khan.

Mirch Masala Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Ho dekhegi aankhen phaad duniya deewani hoke
Baali umar ka karaara thumka
Meri jawani ka mukabla karenge kaise
Ye baasi gajra purana jhumka

Hai dilon ko jeetna to
Mehfilon ko lootna to
Ghunghruon se saara sama baandhne ki kala chahiye

Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye
Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye
Sajni majhi rani tu na
Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye

He do-chaar din ki ye chadhti jawani leke
Yun bedhadak na kamar matka
Paida hui bhi nahi mujhko sikhane chali
Aayi main peekar paani ghaat-ghaat ka

Husn tera josh mein hai
Par kahan tu hosh mein hai
Ye jawani ka josh hi sirf kisko bhala chahiye

Usmein thoda sa tajurbe ka mirch masala chahiye
Usmein thoda sa tajurbe ka mirch masala chahiye
Sajni majhi rani tu na
Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye

Ye jo khanjar ke jaise zubaan me teri dhaar hai
Wo sapern ke aage sapoli ki funkaar hai
Kam nahi chhori himmat teri hai magar footi kismat teri
Chalna seekha nahi phir bhi udne ko taiyaar hai

Daur tera gaye waqt jaisa guzar jayega
Dhalta suraj hai jo aasmaan se utar jayega
Ye guroor aur tevar tera saara nakli kalevar tera
Kaanch ka hai mahal jo toot ke chhan se bikhar jayega

Ek darja ek aani ek chanda ek chaani
Kaam chaal se chalega na yahan poori madhushala chahiye

Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye
Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye
Sajni majhi rani tu na
Usmein thodi si khatai thoda mirch masala chahiye

Written by:
Amitabh Bhattacharya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Mirch Masala" song?

Amitabh Bhattacharya has written the lyrics of "Mirch Masala". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Tu safar mera, Kalank (Title Track), and Namo Namo.

Who is the singer of "Mirch Masala" song?

Shreya Ghoshal and Madhura Datar have sung the song "Mirch Masala". Shreya Ghoshal is known for singing songs like Samjhawan, Hasi (Female), and Thodi Der.

Who directed "Mirch Masala" music video?

Laxman Utekar has directed the music video of "Mirch Masala".

Who has featured in the music video?

The music video of "Mirch Masala" features Shraddha Kapoor, Randeep Hooda, Mohd. Zeeshan Ayyub, Siddharth Jadhav, and Ishtiyak Khan.