Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics Salman Ali

Published: | Updated:
Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics (तुम्हे अपना बनाना है Lyrics in Hindi): The song is sung by Salman Ali, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics..

Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics

Naa din mein chain naa raat ko aaram
Subah sham bas tera hi naam

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Tumse ishq nibhana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai

Tere bina hai jeena mera hai bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Aye yaara jabse tu hai mujhko mila
Bas teri yaadon ka hai silsila

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Woh teri meri mulaaqaton ka mausam
Jaata nahi hai mere dil se wo aalam
Banke nishani jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq ae mere humdam

Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse hai meri saari manmarziyan
Tere hi liye meri sargosiyan
Tu karde mukkamal meri yaariyan

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Teri gali mein jabse duniya basaayi
Aankhon mein saagar nami dil pe hai chhayi
Bhujh na sakega teri yaadon ka laava
Saanson mein khusboo teri hai samaayi

Meri ye tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi ab toh meri bandgi
Zara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewangi

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Tumheinn Apna Banaana Hai" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Tumheinn Apna Banaana Hai". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Tumheinn Apna Banaana Hai" song?

Salman Ali has sung the song "Tumheinn Apna Banaana Hai". Salman Ali is known for singing songs like Haq Ali, Mohabbat Ke Kabil, and Aashiquii Kaa Gum.