Fikar Lyrics
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera
Na jaane dil mein abhi bhi
Kyun fikar hai tera
Na jaane dil me a bhi bhi
Kyun fikar hai tera
Yeh bhi sach hai ke ab kabhi na aayenge wo din
Yeh bhi sach hai jee na paunga aakhir tum bin
Kabhi ik baar main un lamhon ko jee pau
Tere pahlu mein rakh ke sar jo wo milta tha sukoon
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera..
Meri baaton pe muskurana wo tera aksar
Kabhi kisi gum mein doob jaana wo tera aksar
Wo tera door se milne aana hai yaad mujhe
Meri baanho mein simat jaana hai yaad mujhe
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera..
Tu mere saamne jo nazre jhukaaya karti thi
Dil ki koi baat bol bhi na paaya karti thi
Wo teri aankho se chhalka aansu jo maine roka tha
Rote rote tera hassna haseen dhokha tha
Meri kitaab-e-ishq me
Ik zikar hai tera
Phir ik subah tera mujhse wo door ho jaana
Dekhte dekhte kisi dhundh mein wo kho jaana
Meri galti to bata de tu khuda ke liye
Maafiyan maangta hoon abhi jis khata ke liye
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera
Meri kitaab-e-ishq mein
Ik zikar hai tera
Written by:
"Fikar" Song Info
Singer | Roshan Prince |
Lyricist | Roshan Prince |
Music | Milind Gaba |
Cast | Annsh Shekhawat, Roshan Prince |
Language | Punjabi |
Director Of Photography | Shelly Dhiman |
Music Label | Black Studios |
"Fikar" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Fikar" song?
Roshan Prince has written the lyrics of "Fikar".
Who is the singer of "Fikar" song?
Roshan Prince has sung the song "Fikar". Roshan Prince is known for singing songs like Bas Tu, Pekeyan Nu, and Mull Putt Da.
Who has featured in the music video?
The music video of "Fikar" features Annsh Shekhawat and Roshan Prince.