Nazrein Tu Mila Lyrics
Ye kaali raat hai
Uljhanon mein uljhi
Kuch aisi baat hai
Saansein kar rahi thi
Bas tera intezaar
Tu pyaar hai mera
Tu hi raazdaar
Haathon ko thaamein
Aa le chal tu wahaan
Andheron se tu
Savera ho jahaan
Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa
Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa
Mera ye dil
Khoya wahi
Gaoon jahaan
Koi nahi
Mann ho gaya
Khaali saagar
Rookha sa phir
Tooti dagar
Lafzon mein chhipa hai
Raaz mere haal ka
Haal mein hai dastaan
Ruki si saans ka
Haari thi dil se
Pyaar tha ek bewafa
Tere aane se yaqeen
Pyaar pe ho gaya
Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa
Nazrein tu mila
Ankahi padh jaa
Dil se dil mila
Ansuni sunn jaa
नजरें तू मिला Lyrics in Hindi
ये काली रात है
उलझनों में उलझी
कुछ ऐसी बात है
सांसें कर रही थीं
बस तेरा इंतज़ार
तू प्यार है मेरा
तू ही राज़दार
हाथों को थामें
आ ले चल तू वहाँ
अंधेरों से तू
सवेरा हो जहाँ
नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा
नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा
मेरा ये दिल
खोया वही
गाऊँ जहाँ
कोई नहीं
मन हो गया
खाली सागर
रूखा सा फिर
टूटी डगर
लफ्ज़ों में छिपा है
राज़ मेरे हाल का
हाल में है दास्ताँ
रुकी सी सांस का
हारी थी दिल से
प्यार था एक बेवफा
तेरे आने से यक़ीन
प्यार पे हो गया
नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा
नजरें तू मिला
अनकही पढ़ जा
दिल से दिल मिला
अनसुनी सुन जा
Written by:
Share Lyrics
"Nazrein Tu Mila" Song Info
| Singer | Pragati Nagpal |
| Album | Haunted 3D Echoes Of The Past |
| Lyricist | Vikram Bhatt |
| Music | Shubham Bali |
| Director | Vikram Bhatt |
| Cast | Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, Hemant Pandey |
| Music Label | Saregama |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Nazrein Tu Mila" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Nazrein Tu Mila" song?
Vikram Bhatt has written the lyrics of "Nazrein Tu Mila". Vikram Bhatt is known for writing songs like Jaavedaan Hai, Nazrein Tu Mila, and Janmo Janam.
Who is the singer of "Nazrein Tu Mila" song?
Pragati Nagpal has sung the song "Nazrein Tu Mila".
Who directed "Nazrein Tu Mila" music video?
Vikram Bhatt has directed the music video of "Nazrein Tu Mila".
Who has featured in the music video?
The music video of "Nazrein Tu Mila" features Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, and Hemant Pandey.