Maskara Lyrics Nilanjana Ghosh Dastidar

Published: | Updated:
Maskara Lyrics (मस्कारा Lyrics in Hindi): The song is sung by Nilanjana Ghosh Dastidar and Vedang Raina, and has music by AR Rahman while Irshad Kamil has written the Maskara Lyrics. The music video of the Maskara song is directed by Imtiaz Ali , and it features Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina, and Sharvari.

Maskara Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Kiss miss yaara
Laaye maskara
Akhiyan lagaayi rakhna
Kiss miss yaara
Laaye maskara
Laggiyan nibhayi rakhna

He he he rahnege yun hi
He he he haye bairiya

Meri jaan meri haan
Tere naal naal rehna
Meri jaan meri haan
Tere naal naal rehna

Kiss miss yaara
Laaye maskara
Akhiyan lagaayi rakhna
Kiss miss yaara
Laaye maskara
Laggiyan nibhayi rakhna

Naam tera likhne lagi aadat mein
Likhti hun ke paagal hun main chaahat mein
Meri jaan meri haan
Tere naal naal rehna
Meri jaan meri haan
Tere naal naal rehna

Kiss miss yaara
Laaye maskara
Akkhiyan lagaayi rakhna
Kiss miss yaara
Laaye maskara
Laggiyan nibhayi rakhna

Kahan se ho laayi aisi shokh adaayein
Tumhi se bani hain ye tumhi ko banaayein
Jhoothe bahaanon se chahtein jataye
Baaz na aaye ji baaz na aaye

Kahan se se ho laayi aisi shokh adaayein
Tumhi se shikaayatein tumhi ko duaayein
Kaho ji main kya karun laad jo aaye
Samajh na aaye ji samajh na aaye

Written by:
Irshad Kamil

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Maskara" song?

Irshad Kamil has written the lyrics of "Maskara". Irshad Kamil is known for writing songs like Hum Mar Jayenge, Milne Hai Mujhse Aayi, and Shayad.

Who is the singer of "Maskara" song?

Nilanjana Ghosh Dastidar and Vedang Raina have sung the song "Maskara".

Who directed "Maskara" music video?

Imtiaz Ali has directed the music video of "Maskara".

Who has featured in the music video?

The music video of "Maskara" features Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina, and Sharvari.