Meri Mehboobaa Lyrics
Na chain hai na aaram hai
Sirf tera intezaar hai
Mujhe sirf aur sirf
Tumse pyaar hai
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Sapno mein aati hai tu
Zindagi mein aa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Tu hai jaise ishq ki lagan
Tu hai jaise khilta kamal
Zalima ab mushqil hai mera
Jeena tere bin ek pal
Kitna satati hai tu zindagi mein aa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Sapno mein aati hai tu
Zindagi mein aa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Intezaar ab khatm kar mera
Haale dil kuch toh samajh
Jaan le bechainiyan meri
Hai kasish teri gazab
Kitna lubhati hai tu zindagi mein aa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
Sapno mein aati hai tu
Zindagi mein aa
Meri mehboobaa tu aa bhi jaa
मेरी महबूबा Lyrics in Hindi
ना चैन है ना आराम है
सिर्फ़ तेरा इंतेज़ार है
मुझे सिर्फ़ और सिर्फ़
तुमसे प्यार है
मेरी महबूबा तू आ भी जा
मेरी महबूबा तू आ भी जा
सपनो में आती है तू
ज़िंदगी में आ
मेरी महबूबा तू आ भी जा
मेरी महबूबा तू आ भी जा
तू है जैसे इश्क़ की लगन
तू है जैसे खिलता कमल
ज़ालीमा अब मुश्क़िल है मेरा
जीना तेरे बिन एक पल
कितना सताती है तू ज़िंदगी में आ
मेरी महबूबा तू आ भी जा
सपनो में आती है तू
ज़िंदगी में आ
मेरी महबूबा तू आ भी जा
इंतेज़ार अब ख़त्म कर मेरा
हाले दिल कुछ तो समझ
जान ले बेचैनियाँ मेरी
है कसिस तेरी ग़ज़ब
कितना लुभाती है तू ज़िंदगी में आ
मेरी महबूबा तू आ भी जा
सपनो में आती है तू
ज़िंदगी में आ
मेरी महबूबा तू आ भी जा
Written by:
Share Lyrics
"Meri Mehboobaa" Song Info
| Singer | Nachiket Lele |
| Album | Himesh Ke Dil Se The Album |
| Lyricist | Himesh Reshammiya |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Director Of Photography | Yuvraj Verma |
| Music Label | Himesh Reshammiya Melodies |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Meri Mehboobaa" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Meri Mehboobaa" song?
Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Meri Mehboobaa". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.
Who is the singer of "Meri Mehboobaa" song?
Nachiket Lele has sung the song "Meri Mehboobaa".