Yeh Chand Sa Roshan Chehra Lyrics
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ek cheez kayaamat bhi hai
Logon se sunaa karate the
Tumhe dekh ke maine maanaa
Wo theek kahaa karate the
Wo theek kahaa karate the
Hai chaal mein teri zaalim
Kuchh aisi balaa kaa jaadoo
Sau baar sambhaalaa dil ko
Par ho ke rahaa bekaaboo
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalon kaa
Har shaam ki chaadar kaali
Saayaa hain tere baalon kaa
Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalon kaa
Har shaam ki chaadar kaali
Saayaa hain tere baalon kaa
Saayaa hain tere baalon kaa
Tu balkhaatee ek nadiyaan
Har mauj teri angadayi
Jo in maujo mein doobaa
Usne hi duniyaan paayee
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Main khoj mein hun mazil ki
Aur manzil paas hai mere
Mukhde se hataado aanchal
Ho jaaye dur andhere
Ho jaaye dur andhere
Maanaa ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bharke zaraa main dekhun
Andaaz tera mastaanaa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa.
ये चाँद सा रोशन चेहरा Lyrics in Hindi
ये चाँद सा रोशन चेहरा
ज़ुल्फ़ों का रंग सुनहरा
ये झील सी नीली आँखें
कोई राज़ हैं इन में गेहेरा
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
ये चाँद सा रोशन चेहरा
ज़ुल्फ़ों का रंग सुनेहरा
ये झील सी नीली आँखें
कोई राज़ हैं इन में गेहेरा
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
मैं खोज में हूँ मज़िल की
और मंज़िल पास है मेरे
मुखड़े से हटादो आँचल
हो जाये दूर अँधेरे
हो जाये दूर अँधेरे
माना के ये जलवे तेरे
कर देंगे मुझे दीवाना
जी भरके ज़रा मैं देखूं
अंदाज़ तेरा मस्ताना
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
ये चाँद सा रोशन चेहरा
ज़ुल्फ़ों का रंग सुनेहरा
ये झील सी नीली आँखें
कोई राज़ हैं इन में गेहेरा
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
तारीफ़ करू क्या उसकी
जिस ने तुम्हें बनाया
Written by:
"Yeh Chand Sa Roshan Chehra" Song Info
Singer | Mohammed Rafi |
Album | Kashmir Ki Kali |
Lyricist | S.H. Bihari |
Music | O.P. Nayyar |
Director | Shakti Samanta |
Cast | Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran |
Music Label | Saregama |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Yeh Chand Sa Roshan Chehra" Video

Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Yeh Chand Sa Roshan Chehra" song?
S.H. Bihari has written the lyrics of "Yeh Chand Sa Roshan Chehra".
Who is the singer of "Yeh Chand Sa Roshan Chehra" song?
Mohammed Rafi has sung the song "Yeh Chand Sa Roshan Chehra". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.
Who directed "Yeh Chand Sa Roshan Chehra" music video?
Shakti Samanta has directed the music video of "Yeh Chand Sa Roshan Chehra".
Who has featured in the music video?
The music video of "Yeh Chand Sa Roshan Chehra" features Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, and Pran.