Mehbooba Lyrics
Afwaah afwaah, yeh udne lagi afwaah
Main hoon inki, hai shor khamakha
Jhoothe aashiq aur jhoothi hai charcha
Bolein kuchh bhi, hai mujhko nahi parwah
Wanna love me
Wanna wanna love me (x4)
O meri mehbooba!
(Na na na…)
O meri mehbooba!
(Na na na…)
Firdaus dil behosh dil
Tere ishq mein dooba
(O meri mehbooba
Mehbooba mehbooba)
Meri meri meri meh’booba
Teri teri teri aankhon mein dooba
Tu gehra samundar hai ya hai ajooba
Main mar hi naa jaaun
Naa uthoon main subah
Na kar mere dil ke tu tukde
Na taal tu bol ke Fukrey
Dekho bas itni hai baat
Launda smart hai
Bas thodi aadatein kharab hain
Bigdi bigdi badmashiyan inki
Mash’hoor kitni ayyashiyan inki
Mere peechhe barbaad rehte hain
Keh doon inse yehi baat kehte hain
Wanna love me
Wanna wanna love me (x4)
O meri mehbooba
Mehbooba mehbooba
Tujhe jana hai to jaa
Teri marzi mera kya
O meri mehbooba
Firdaus dil behosh dil
Tere ishq mein dooba
Main nahi mehbooba
Nahi teri mehbooba
Tujhe jana hai to ja
Teri marzi mera kya
Sunke maza hai na aata
Waise aise na main kisi ko patata
Aise aashiqon ko kaun satata
Jaana hai to ja tujhe bye bye Ta Ta…
Written by:
, , and
"Mehbooba" Song Info
Singer | Mohammed Rafi, Neha Kakkar, Yasser Desai, Raftaar |
Album | Fukrey Returns |
Lyricist | Kumaar, Raftaar, Anand Bakshi |
Music | Prem, Hardeep |
Cast | Pulkit Samrat, Varun Sharma, Manjot Singh, Ali Fazal, Priya Anand |
Language | Hindi |
Genre | Hip-Hop (Rap) |
Music Label | Zee Music Company |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Mehbooba" Videos
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Mehbooba" song is from?
The song "Mehbooba" is from the soundtrack album "Fukrey Returns".
Who wrote the lyrics of "Mehbooba" song?
Kumaar, Raftaar, and Anand Bakshi written the lyrics of "Mehbooba". Kumaar is known for writing songs like Samjhawan, Thodi Der, and Ishq Bulaava.
Who is the singer of "Mehbooba" song?
Mohammed Rafi, Neha Kakkar, Yasser Desai, and Raftaar have sung the song "Mehbooba". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.