Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam Lyrics Mohammed Rafi

Published: | Updated:
Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam Lyrics (मैंने रखा है मोहब्बत अपने अफ़साने का नाम Lyrics in Hindi): The song is sung by Mohammed Rafi, and has music by Usha Khanna while Jawed Anwar has written the Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam Lyrics. The music video of the Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam song is directed by Aspi Azad , and it features Mehmood, L Vijyalaxmi, Sheikh Mukhtar, Helen, and Jeewan.

Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam Lyrics

Ya habeebi
Ya habeeb
Ya habeebi
Ya habeeb

He
Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakkhaa hai muhabbat
Tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam
Tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam
 Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakha hai

Kis qadar khoobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa
Meri nazron ki jannat hai zulf-o-rukhsaar ki duniyaa
Kis qadar khoobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa
Tumhen pahchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai
Khudaa ko jaanaa hai
Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakha hai

Dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye
Jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye
Dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye
Nazar mil jaane do qayaamat aati hai
Qayaamat aane do
Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakkhaa hai

Ishq par kya guzarti hai
Husn ye raaz kya jaane
Mere dil ke tadapne ka koyi andaaz kyaa jaane
Ishq par kya guzarti hai
Husn ye raaz kya jaane
Hai dil parwaane ka
Koyi hamse poochhe
Mazaa jal jaane kaa
Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakkhaa hai muhabbat
Tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam
Tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam
Maine rakha hai muhabbat apne afsaane ka naam
Maine rakha hai...

Written by:
Jawed Anwar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam" song?

Jawed Anwar has written the lyrics of "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam".

Who is the singer of "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam" song?

Mohammed Rafi has sung the song "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.

Who directed "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam" music video?

Aspi Azad has directed the music video of "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam".

Who has featured in the music video?

The music video of "Maine Rakha Hai Muhabbat Apne Afsaane Ka Naam" features Mehmood, L Vijyalaxmi, Sheikh Mukhtar, Helen, and Jeewan.