Bedardi Baalma Tujhko Lyrics Lata Mangeshkar

Published: | Updated:
Bedardi Baalma Tujhko Lyrics (बेदर्दी बालमा तुझको Lyrics in Hindi): The song is sung by Lata Mangeshkar, and has music by Shankar Jaikishan while Hasrat Jaipuri has written the Bedardi Baalma Tujhko Lyrics. The music video of the Bedardi Baalma Tujhko song is directed by Ramanand Sagar , and it features Rajendra Kumar, Sadhna, Feroz Khan, and Mahmood.

Bedardi Baalma Tujhko Lyrics

Aa aa aa aa aa aa
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankhon se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Kabhi ham sath gujare
Jin sajili raahgujaaron se
Fiza ke bhes me girte
Hain abb patte chanaron se
Yeh rahein yaad karti hain
Yeh gulshan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankhon se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Koyi jhonka hawa ka jab
Mera aanchal udaata hai
Gumaa hota hai jaise tu
Mera daman hilata hai
Kabhi chuma tha jo tune
Woh daaman yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankhon se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Woh hi hain jheel ke manjar
Woh hi kirno ki barsatein
Jahaa ham tum kiya karte
The paharon pyar ki batein
Tujhe iss jheel ka khamosh
Darpan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankhon se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi baalma tujhko
Mera mann yaad karta hai.

Written by:
Hasrat Jaipuri

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Bedardi Baalma Tujhko" song?

Hasrat Jaipuri has written the lyrics of "Bedardi Baalma Tujhko". Hasrat Jaipuri is known for writing songs like Ehsan Tera Hoga, Zara Paas Aao, and Ehsaan Tera Hoga Mujh Par.

Who is the singer of "Bedardi Baalma Tujhko" song?

Lata Mangeshkar has sung the song "Bedardi Baalma Tujhko". Lata Mangeshkar is known for singing songs like Jiya Jale, Geet Kab Sarhadein Mante Hain, and Sa Re Ga Ma Pa.

Who directed "Bedardi Baalma Tujhko" music video?

Ramanand Sagar has directed the music video of "Bedardi Baalma Tujhko".

Who has featured in the music video?

The music video of "Bedardi Baalma Tujhko" features Rajendra Kumar, Sadhna, Feroz Khan, and Mahmood.