Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega Lyrics Lata Mangeshkar

Published: | Updated:
Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega Lyrics (अजी रूठ कर अब कहाँ जाइयेगा Lyrics in Hindi): The song is sung by Lata Mangeshkar, and has music by Shankar Jaikishan while Hasrat Jaipuri has written the Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega Lyrics. The music video of the Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega song is directed by Ramanand Sagar , and it features Sadhana, Rajendra Kumar, and Feroz Khan.

Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega Lyrics

Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Nigahon se chhupkar dikhao to jane
Khayalon me bhi tum na aao to jane
Aji lakh pardon mein chhup jaiyega
Aji lakh pardon mein chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Jo dil me hai hothon pe lana bhi mushkil
Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar zara gaur farmaiyega
Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab.

Written by:
Hasrat Jaipuri

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega" song?

Hasrat Jaipuri has written the lyrics of "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega". Hasrat Jaipuri is known for writing songs like Ehsan Tera Hoga, Zara Paas Aao, and Ehsaan Tera Hoga Mujh Par.

Who is the singer of "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega" song?

Lata Mangeshkar has sung the song "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega". Lata Mangeshkar is known for singing songs like Jiya Jale, Geet Kab Sarhadein Mante Hain, and Yaad Me Teri Jaag Jaag Ke Ham.

Who directed "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega" music video?

Ramanand Sagar has directed the music video of "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega".

Who has featured in the music video?

The music video of "Aji Ruth Kar Ab Kahan Jaiyega" features Sadhana, Rajendra Kumar, and Feroz Khan.