Main Ki Karaan Lyrics

Published: | Updated:
Main Ki Karaan Lyrics from album Laal Singh Chaddha: The song "Tumko pehli baar maine dekha" is sung by Sonu Nigam and Romy, and has music by Pritam while Amitabh Bhattacharya has written the Main Ki Karaan lyrics for Laal Singh Chaddha. The "Main Ki Karaan" song is from the "Laal Singh Chaddha" starring Aamir Khan, Kareena Kapoor Khan, Mona Singh, and Chaitanya Akkineni.

Main Ki Karaan Lyrics

Tumko pehli baar maine dekha
Baar baar phir se dekha
Dekh ke bhi dil nahi bhara
Main ki karaan?

Tumse karke meethi meethi baatein
Jaag ke guzaarun raatein
Baawala hua hoon is tarah
Main ki karaan?

Tere bin kahin dil nahiyon lagda
Banke kamla tainu hi takkda

Mujhko baaki duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyari
Ho mujhe pasand is tarah
Main ki karaan?

Reh ke paas tere sau pachaas mere
Ghante beet jayein
Ab to paanch hi minute mein
Aisa kyun?

Ban gaya nikhattu hoke tujhpe lattu
Romeo hua tha jaise lattu juliet pe
Aisa kyun?

Mere hosh ghum huye hain aise
Shabdon mein bataun kaise
Samjho bhawnaon ko zara
Main ki karaan?

Tumko pehli baar maine dekha
Baar bara phir se dekh
Dekh ke bhi dil nahi bhara
Main ki karaan?

Tere bin kahin dil nahiyon lagda
Banke kamla tainu hi takkda

Mujhko baaki duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyari
Ho mujhe pasand is tarah
Main ki karaan?

Written by:
Amitabh Bhattacharya

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Main Ki Karaan" song is from?

The song "Main Ki Karaan" is from the soundtrack album "Laal Singh Chaddha".

Who wrote the lyrics of "Main Ki Karaan" song?

Amitabh Bhattacharya written the lyrics of "Main Ki Karaan". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.

Who is the singer of "Main Ki Karaan" song?

Sonu Nigam and Romy have sung the song "Main Ki Karaan". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.

Who directed Laal Singh Chaddha?

Advait Chandan has directed the film Laal Singh Chaddha.