Maza Pyaar Karne Mein Lyrics
Tu jo na bole to dar jaaun
Tu bas keh de, main mar jaaun
Is baat se na ghabraaun
Agar meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi
Chalo, kisi kaam to aayegi meri aashiqui
Aa, maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa, maza, yaar ladne mein aata hai tujhse hi
Lo, meri wafaaon ka pee loon jaam bhar kar
Khareede na koi tumhe imaan samajh kar
Hawaon se poochho jo bheji thi raat ghar par
Hai usmein nami jo, wo hai tujhse pyaar kar kar
Chalo, kisi zariye to aaye chehre pe taazgi
Chalo, kisi kaam to aayi hai meri aashiqui
Aa, maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa, maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi
Hey hey hey hey, aa,
Tu jo ghar pe na dikhe to ghar ye makaan sa hai
Tu jo chhod gayi, phir raja kahaan ka hai
Lagti hi ja rahi hai tu wajah si
Apne haathon likhi hai ye khuda ki syaahi si
Chalo, kisi kaam to aayegi baatein kaagazi
Chalo, kisi kaam to aayegi meri aashiqui
Aa, maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa, maza, yaar, ladne mein aata hai tujhse hi
Maza pyaar karne mein, karne mein
Maza tujhse ladne mein, ladne mein
Hey hey hey hey, aa
Meri jaan, meri jaan
Meri jaan
मज़ा प्यार करने में Lyrics in Hindi
तू जो न बोले तो डर जाऊँ
तू बस कह दे, मैं मर जाऊँ
इस बात से न घबराऊँ
अगर मेरी जान तेरे कदमों के नीचे आ गई
चलो, किसी काम तो आएगी मेरी आशिक़ी
आ, मज़ा प्यार करने में आता है तुझसे ही
आ, मज़ा यार, लड़ने में आता है तुझसे ही
लो, मेरी वफ़ाओं का पी लूँ जाम भरकर
खरीदे न कोई तुम्हें ईमान समझकर
हवाओं से पूछो जो भेजी थी रात घर पर
है उसमें नमी जो, वो है तुझसे प्यार कर-कर
चलो, किसी ज़रिये तो आए चेहरे पर ताज़गी
चलो, किसी काम तो आई है मेरी आशिक़ी
आ, मज़ा प्यार करने में आता है तुझसे ही
आ, मज़ा यार, लड़ने में आता है तुझसे ही
हे हे हे हे, आ
तू जो घर पर न दिखे तो घर ये मकान सा है
तू जो छोड़ गई, फिर राजा कहाँ का है
लगती ही जा रही है तू वजह सी
अपने हाथों लिखी है ये खुदा की स्याही सी
चलो, किसी काम तो आएँगी बातें कागज़ी
चलो, किसी काम तो आएगी मेरी आशिक़ी
आ, मज़ा प्यार करने में आता है तुझसे ही
आ, मज़ा यार, लड़ने में आता है तुझसे ही
मज़ा प्यार करने में, करने में
मज़ा तुझसे लड़ने में, लड़ने में
हे हे हे हे, आ
मेरी जान, मेरी जान
मेरी जान
Written by:
Share Lyrics
"Maza Pyaar Karne Mein" Song Info
| Singer | King, Kumar Sanu, Prateeksha Srivastava |
| Album | Raja Hindustani |
| Lyricist | King |
| Music | Aditya Dev |
| Director | Mohitfornow |
| Music Label | King |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Maza Pyaar Karne Mein" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Maza Pyaar Karne Mein" song?
King has written the lyrics of "Maza Pyaar Karne Mein". King is known for writing songs like Tu Aake Dekhle, She Don't Give A, and Shaamein.
Who is the singer of "Maza Pyaar Karne Mein" song?
King, Kumar Sanu, and Prateeksha Srivastava have sung the song "Maza Pyaar Karne Mein". King is known for singing songs like Tu Aake Dekhle, She Don't Give A, and Shaamein.
Who directed "Maza Pyaar Karne Mein" music video?
Mohitfornow has directed the music video of "Maza Pyaar Karne Mein".