Kamaal Hai Lyrics King

Published: | Updated:
Kamaal Hai Lyrics: The song is sung by King, and has music by Aditya Dev while King has written the Kamaal Hai Lyrics. The music video of the Kamaal Hai song is directed by Lendrick Kumar , and it features Sahher Bambba.

Kamaal Hai Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Ye deewana tera pehle se hi gardish mein
Tu chahti kya hai tere liye aur tadpe
Kitne pyaare tum ho bane
Rab ne tujhko banaya bemisaal hai
Haathon pe use bhi to apne gumaan hai
Tod diya sauda jisse tujhko banaya
Jiski marammat maange poora saal hai

Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai

Tu itni kamaal hai, kamaal hai, 
Kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Yeah! Yeah! Yeah!

Main de doon isteefa kal se jo 
Pariyon ki galiyon mein dikha
Kahin ab dil mera lagta nahi 
Aur tere aage sab kuch lagta hai feeka

Dhuaan utha, wajah koi dikhti nahi 
Dhuaan chhata, pata laga jala hai sativa
Aaine mein dikh rahi tu mujhko dobara 
Nasha nahi tu janjaal hai jee ka

Tere pyaar mein, yaaram, 
Dono jahaan ki maine mittiyan mila rakhi hain
Maine chheda nahi hai koi samaan 
Aur jo bhi cheez jahan rakhi hai

Ye teri lage chaal hai
Tere baare soch loon to uthte sawaal hai
Khwaabon se dhaaga hoon geela main karta
Madad maange pyaar ki jo chhoti si ye daal hai

Usne bhi bina wajah tujhe nahi bheja
Aashiqon ki dua hi kuch itni kamaal hai
Kaafi naakhush tha wo tujhe neeche bhej ke
Tune hi to upar bhi machayi bawaal hai

Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Yeah, yeah, yeah

Mujhe azaad kar de, warna wo meri 
Jaan le jaayegi, wo meri khudkushi hai
Aadhe tareeke na sikha, bata, wo poori kaise 
Haath mein aayegi, wo meri zindagi hai

Jaan-e-tamanna, wo meri jaan 
Aur tune meri jaan bacha ke rakhi hai
Tu to amar hai, ya khuda phir kyun ye 
Meri saansein racha ke rakhi hain

Ye teri lage chaal hai
Tu hi nahi chahta ke bane koi misaal
Teri mujhse jalan, mera tujhse malaal
Do bade daavedaron ke beech ye haal hai
Aur usne bhi bina wajah tujhe nahi bheja
Aashiqon ki dua hi kuch itni kamaal hai
Kaafi naakhush tha wo tujhe neeche bhej ke
Tune hi to upar bhi machayi bawaal hai

Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Tu itni kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Kamaal hai, kamaal hai, kamaal hai
Yeah, yeah, yeah

Written by:
King

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Kamaal Hai" song?

King has written the lyrics of "Kamaal Hai". King is known for writing songs like Tu Aake Dekhle, She Don't Give A, and Shaamein.

Who is the singer of "Kamaal Hai" song?

King has sung the song "Kamaal Hai". King is known for singing songs like Tu Aake Dekhle, She Don't Give A, and Shaamein.

Who directed "Kamaal Hai" music video?

Lendrick Kumar has directed the music video of "Kamaal Hai".

Who has featured in the music video?

The music video of "Kamaal Hai" features Sahher Bambba.