Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko Lyrics
Chhoo lene do naazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Kudrat ne jo hum ko baksha hai
Wo sabse haseen inaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Sharma ke na yunhi kho dena
Rangeen jawaani ki ghadiyan
Sharma ke na yunhi kho dena
Rangeen jawani ki ghadiyan
Betaab dhadakte seeno ka
Armaan bhara paigam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Achon ko bura sabit karna
Duniya ki purani aadat hai
Achon ko bura sabit karna
Duniya ki purani aadat hai
Is may ko mubarak cheez samajh
Mana ke bohot badnaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Kuch aur nahi hai jaam hai ye
Kudrat ne jo hum ko baksha hai
Wo sabse haseen inaam hai ye
Chhoo lene do nazuk honthon ko
Written by:
"Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" Song Info
Singer | Mohammed Rafi |
Album | Kaajal |
Lyricist | Sahir Ludhianvi |
Music | Ravi |
Cast | Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" song is from?
The song "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" is from the soundtrack album "Kaajal".
Who wrote the lyrics of "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" song?
Sahir Ludhianvi written the lyrics of "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko". Sahir Ludhianvi is known for writing songs like Hum Intezaar Karenge, Socha Hai, and Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko.
Who is the singer of "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko" song?
Mohammed Rafi has sung the song "Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.