Laat Maar Lyrics
Zamane ki nazar mein tu bhale hi bhangar hai
Tere bhi seene mein kahin toh ek angar hai
Oh.. Jala de haisiyat ki aaj bediyan
Chala de top ki tarah ye aidiyan ho
Laat maar, laat maar, laat maar
No no no don’t stop don’t stop
Don’t stop no no no no
Laat maar, laat maar, laat maar
No no no don’t stop don’t stop
Don’t stop no no no no
Aaya samay abhi karne ka khwab
Poora khelenge banke sabki maut
Samjho jo chhapri badal unki soch
Tu dikha bin chappal ke pairon ka khauf
To aaja ab takk ke kiye hamalya
Wo itihas ko tu badalne jaa raha
Ab tak ke jo log dete the galiya
Sunna hai teko wohi hathon se taliya
Tu samjha kya balya
Itna aasan nahi chadhana wo manzil
Jo tune thaan li
Bhidna usse aire gaire ka kaam nahi
Shayad teko tere jigare ki jaan nahi
Mehnat pohchati hai manzil ke station
Kar aisa kuch jisse duniya le lession
Jeene ke liye to janwar bhi jeete
Waqt aaya banne ka lafantar se legend
Aisa karnama karde tu jhande gaad de
Tu gaad de
Aaye raste mein tere jo bhi faad de
Tu faad de
Tu gareeb hai to log sochte hain
Teri kya aukat hai
Woh jaante nahi naseeb ne tujhe bhi
De rakhi saugat hai
Hara de, hara de
Jo tujhe kisi mein dum nahi
Kisi mein dum nahi
Bata de tu bhi hai kisi se kam nahi
Laat maar, laat maar, laat maar
No no no don’t stop don’t stop
Don’t stop no no no no
Laat maar, laat maar, laat maar
No no no don’t stop don’t stop
Don’t stop no no no no
Written by:
"Laat Maar" Song Info
Singer | Sid Sriram, 100 RBH |
Album | Jhund |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Music | Ajay- Atul |
Director | Nagraj Popatrao Manjule |
Cast | Amitabh Bachchan |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Laat Maar" song is from?
The song "Laat Maar" is from the soundtrack album "Jhund".
Who wrote the lyrics of "Laat Maar" song?
Amitabh Bhattacharya written the lyrics of "Laat Maar". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.
Who is the singer of "Laat Maar" song?
Sid Sriram and 100 RBH have sung the song "Laat Maar". Sid Sriram is known for singing songs like Too Hype, Hum Haar Nahi Maanenge, and Laat Maar.
Who directed Jhund?
Nagraj Popatrao Manjule has directed the film Jhund.