Palang Tod Lyrics
Yeh nain cutter naina, aur cheese butter baatein
Mera half churaya dil, ab half kidhar baatein
Yeh teer figure tera, hai paar jigar mere
Jab loot gayi subah, toh raat kidhar kaatein (x2)
Yeh palang tod hain, palang tod hain
Palang tod raatein (x4)
Arey jhooth bol ke mujhko aise kaahe behlate
Meethi baat hai lekin teri nakli saugatein
Hai palang tod hain, palang tod hain
Palang tod raatein (x4)
Paidal ho aklon se
Jhoothe ho shaqlon se
Phir bhi zamane ka hai nakhra.. haay!
Phir bhi zamane ka hai nakhra..
Seedhi si hogi woh jinke tum hero ho
Tumko na mere jaisa takra haay!
Tumko na mere jaisa takra
Haay jo nu takraaye toh
Kismat ka kya kehna
Tere curly baalon ke … pe hum mar jaate
Yeh palang tod hai, palang tod hain
Palang tod raatein (x4)
Hor in deewano ko
Hai mushkil hai sehna
Aata hi nahi inko
I love you bhi kehna
Hum chain se rehte hain
Aur dil ka keh jaate
Ek room tere dil mein
Milta to reh jaate
Yeh palang tod hai, palang tod hain
Palang tod raatein (x4)
Written by:
"Palang Tod" Song Info
Singer | Mika Singh, Ritu Pathak |
Album | Holiday, Release Date |
Lyricist | Sukumar Dutta |
Music | Kaushik |
Cast | Akshay Kumar, Sonakshi Sinha, Govinda |
Language | Hindi |
Music Label | Zee Music Company |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Palang Tod" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Palang Tod" song is from?
The song "Palang Tod" is from the soundtrack album "Holiday".
Who wrote the lyrics of "Palang Tod" song?
Sukumar Dutta written the lyrics of "Palang Tod".
Who is the singer of "Palang Tod" song?
Mika Singh and Ritu Pathak have sung the song "Palang Tod". Mika Singh is known for singing songs like Aankh Marey, Dhinka Chika, and Welcome Back (Title Track).