Aunty Ji Lyrics
That’s right baby
Aunty ji this one is for you
Abhi bhi hai jawani
Zara si hai purani
Hai phir bhi jawani honey ji
Sharm bhula ke
Haa Thumka laga ke
Karo na thoda manmaani ji
Abhi bhi tere gaal gore-gore
Laakhon dilon pe dale dore-dore
Dekho deewane huey jaa rahe hain
Aadhe umar ke bhi chhore-chhore
Ha baalon ki safedi se pheeka kab hua hai Roma…aa..aa..nce
Aunty ji aunty ji get up and dance
Aunty ji aunty ji get up and dance
C’mon get up and dance
~~~~
Dil tto chhichhora kawara vaara vaara jaaye
Funky adaaon pe mara mara jaye baby
Kaliyan kanwari tajurbe se bani Aunty
Jitna puraana ho sona sona sona
Kyun na phir bhi rahega woh sona sona sona baby
Aur nasheeli ho wine puraani aunty
Yeh toh bataa are o re o re
Aunty bulaaye mujhe kyun re kyun re
Aunty bulaane mein jo mazaa hai woh
naam pukaarne mein no re no re
O kamariya jo dekhi toh bachne ka nahin ka chance
Aunty ji, aunty ji, get up and dance
Patli nahin jo kamar teri teri toh kya
Ab bhi lage hai gadar badi badi baby
Smile abhi bhi hai million dollar aunty
Hai na woh tera hubby hubby hubby
Lagne laga hai tera daddy daddy daddy
Bitiya jo teri woh behan lage hai aunty
C’mon get up n dance…
Paani mein jaake munh dhole dhole
Chhede kyun mujhe badtameej chhore
Dhone se badtamiji jaati nahi
Chhedenge yunhi tujhe chhore chhore
Haan baalon ki safedi se pheeka kab hua hai romance
Aunty ji, aunty ji, get up and dance!
(Aunty Ji, Aunty Ji)
Aunty ji, aunty ji, get up and dance!
(Aunty Ji, Aunty Ji)
Hey Aunty ji aunty ji get up and dance
Written by:
"Aunty Ji" Song Info
Singer | Ash King |
Album | Ek Main Aur Ekk Tu |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Music | Amit Trivedi |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Aunty Ji" song is from?
The song "Aunty Ji" is from the soundtrack album "Ek Main Aur Ekk Tu".
Who wrote the lyrics of "Aunty Ji" song?
Amitabh Bhattacharya written the lyrics of "Aunty Ji". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.
Who is the singer of "Aunty Ji" song?
Ash King has sung the song "Aunty Ji". Ash King is known for singing songs like Te Amo, I Love You, and Baarish.