Plastic Lyrics Dino James

Published: | Updated:
Plastic Lyrics: The song is sung by Dino James, and has music by Bluish Music while Dino James has written the Plastic Lyrics. The music video of the Plastic song is directed by Himanshu Tyagi.

Plastic Lyrics

This one is for someone really special
Jo chhati mein hai woh nikalna zaroori hai
Peace!

Tujhe bhai ke jaise maana tha
Aur dil se ki thi baatcheet
Teri baat thi saari pyaar ki
Sab asal mein thi tactics

Le kar sang mein ghoom raha tha
Saapon wale aasteen
Aur jo real maine samjha
Sad woh sab kuchh nikla plastic

It's crazy kaise change ho rahe
Aapas mein saare rishte
Jo sacha banda samjha
Bani sabse badi mistake

Ab bhari pad gayi investment
So bhari pad rahi kishtein
Yeh to time time ki baat hai
Chalo wapas patte peeste

Lit samjh tere fitrat ko
Par ab clear hai saara game
Tu acchi fishing karta hai
Bro acchi daali bet

Par sun le ab tak toone jhinga maara ae
Now I'm f*cking whale
Ab sagar mujhe kheench raha hai
Go find a f*cking snail

Ab karma ke chhaape padenge
Ab padne wali raid hai
Khair usko kaise maroge
Jo pehle se he dead hai

Apna talent aise use kar raha hai
Sahi mein kaafi sad hai
Upar wale ka naam mat le tu
Teri bible custom made hai

Mujhe neende acchi aati hain
Aur sota hoon main chain se
Jab chhat pe baithega akela
Kehna khuda reham de

Purana dino chhodta nahi
Par naya kehta hai rehan de
Yeh khuli chhodi maine
Bas chipkaya munh mein bandage

Tu baaton ka bazaar hai
Poori upset teri soul hai
Tera total setup scan hai
Bro tu poora poora jhol ae

Saale auron ke faslein kaat raha ae
Tu khud ke beej to bo le
Ghoom kar aayega sab kuchh tere paas hi
Chhote duniya gol ae

Main super se bhi upar
Kyon ki dino superman hai
Shuru se mile sheman chor
Sath mein shadab ryne hai

Upar wale ka hath sar pe mere
Aur sath karodon fan hain
Par tera kya hoga nakli
Plastic waise hi ban hai yeah

Upar wale mujhe kaise kaise log mile
Meethi meethi si woh saare karein baatcheet
Jaise jaan'ne ka mauka mila bola are
Yeh to saare saare saare saare plastic

Upar wale mujhe kaise kaise log mile
Meethi meethi si woh saare karein baatcheet
Jaise jaan'ne ka mauka mila bola are
Yeh to saare saare saare saare plastic

Tu kaante humko deta raha
Par humne tere bo ke diye
Jaan boojh ke chauke diye
Aur sath khelne ke mauke diye

Tune humko jaisa bola
Humne saara okay kiye
Humne dil ko dhokhe diye
Aur tumne bhen**od dhokhe diye

Kuchh na kuchh main kar hi lunga
Hun main raja ben stokes
Sab kuchh baahar aayega dekhda
Coke mein jaise mentos

Hai ab tera enclose
Use hone wala hai man force
Sabke peeth mein chhura ghopa
Nakli saale bhen**od

Ghar ki chaabi di tere ko
Aur usko bhi tu le bhaaga
Bas imandaari maangi thi
Aur woh bhi tu na de saka

Patthar ke sanam saale
Apne sanam ko hi hai thaga
Bas wafadaari maangi thi
Tu nikla sanam bewafa

Main safe hun jab tak jal rahi hai
Lau mombatti aur diyon ki
Paisa waisa le lega
Qismat lega kya dino ki

Akela dar dar ghoom raha hai
Leke haay tu dilon ki
Tu aadmi poora fake hai
Sunle khokhle saale pop

Jo sach mein tere saath hain
Sabki maari tune line se
Sab dil se tere sath the
Par tu khel raha tha mind game

Mujhe gussa nahi taras aata ae
Sab bimari ke sign hain
Tujhe madad ki zaroorat hai
What a waste of life be

Upar wale mujhe kaise kaise log mile
Meethi meethi si woh saare karein baatcheet
Jaise jaan'ne ka mauka mila bola are
Yeh to saare saare saare saare plastic

Upar wale mujhe kaise kaise log mile
Meethi meethi si woh saare karein baatcheet
Jaise jaan'ne ka mauka mila bola are
Yeh to saare saare saare saare plastic

Ab dekhna sahi karke hum haarenge
Ya wrong karke you will win
Saala plastic

Written by:
Dino James

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Plastic" song?

Dino James has written the lyrics of "Plastic". Dino James is known for writing songs like Dooriyan, Achi Maza Aayi, and Sunn.

Who is the singer of "Plastic" song?

Dino James has sung the song "Plastic". Dino James is known for singing songs like Dooriyan, Achi Maza Aayi, and Sunn.

Who directed "Plastic" music video?

Himanshu Tyagi has directed the music video of "Plastic".