Raat Ke Saaye Tale Lyrics
Raat ke saaye tale,
Saans saans hai jale
Thaam lo labon ki narmiyan
Phir yeh pal mile na mile
Raat ke saaye tale,
Saans saans hai jale
Odhke jismon ki chandni
Baahon mein khoye rahe
Aankhon ko aankhon se
Peeke soye rahe
Jo bhi darmiyan kar de bayaan
Zindagi ka kya bharosa
Kab ho yeh dhuan
Raat ke saaye tale,
Saans saans hai jale
Rokte lamho ke qafile
Subah ko hone na de
Behke behke pal hai jo
Mile sone na de
Aaja jane jaan tham jaye sama
Baat ka kya bharosa kab badle sama
Raat ke saaye tale
Saans saans hai jale
Thaam lo labon ki narmiyan
Phir yeh pal mile na mile
Written by:
"Raat Ke Saaye Tale" Song Info
Singer | Aakanksha Sharma |
Album | bullets |
Lyricist | Rohit Sharma |
Music | Raghav Sachar |
Music Label | Zee Music Company |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Raat Ke Saaye Tale" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Raat Ke Saaye Tale" song is from?
The song "Raat Ke Saaye Tale" is from the soundtrack album "bullets".
Who wrote the lyrics of "Raat Ke Saaye Tale" song?
Rohit Sharma written the lyrics of "Raat Ke Saaye Tale". Rohit Sharma is known for writing songs like Tenu Na Bol Pawaan, Tenu Na Bol Pawaan Reprise, and Tu Mera Bhai Nahi Hai.
Who is the singer of "Raat Ke Saaye Tale" song?
Aakanksha Sharma has sung the song "Raat Ke Saaye Tale". Aakanksha Sharma is known for singing songs like Dhal Jaun Main, Jogi, and Tere Bina.