Terre Naam Se Lyrics Aakanksha Sharma

Published: | Updated:
Terre Naam Se Lyrics (तेरे नाम से Lyrics in Hindi): The song is sung by Aakanksha Sharma, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Terre Naam Se Lyrics..

Terre Naam Se Lyrics

Tere bin ek pal bhi dil nahi maanta hai
Tera mera rabta aaj ka nahi
Bahut pehle ka hai dil ye jaanta hai

Behale hizra dil hai tere naam se
Bepanah paranjis dil mein tere naam se
Tere naam se hi saare shikwe gile

Terre naam se hi kate din rein
Tere naam se hi mera sukh chain
Terre naam se hi kate din rein
Tere naam se hi mera sukh chain

Meri aankhon mein hai sajan tera hi nasha
Jaanleva hai jaana bas teri har ada
Tere bin ek pal kuch bhi acha na lage
Furkaton mein jeena yaara laage ek saja

Jo kuch bhi mera hai wo ab to hai tera
Tere ishq se hi hoga guzara mera

Behad gumsuda dil hai tere naam se
Behale hizra dil hai tere naam se
Tere naam se hi saare shikwe gile

Terre naam se hi kate din rain
Tere naam se hi mera sukh chain
Terre naam se hi kate din rain
Tere naam se hi mera sukh chain

Meri aankhon mein tere hi sapne saje
Raahaton ka mausam teri aane se lage
Tu hi milkiyat meri hai tu hi rehnooma
Tere liye dil mein kitne armaan jage

Teri aashiqui ka sagar behta hai mujhme
Jaise baadalon mein chand main hun tujhme

Besharam ho gaya dil yeh tere naam se
Behale hizra dil hai tere naam se
Tere naam se hi saare shikwe gile

Terre naam se hi kate din rain
Tere naam se hi mera sukh chain
Terre naam se hi kate din rain
Tere naam se hi mera sukh chain

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Terre Naam Se" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Terre Naam Se". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Terre Naam Se" song?

Aakanksha Sharma has sung the song "Terre Naam Se". Aakanksha Sharma is known for singing songs like Dhal Jaun Main, Jogi, and Tere Bina.