Daag Lyrics
Mahiyaa…
Re maahiya…
Ek baar bahe sau baar bahe
Ab sookh gaye mere naina
Ek baar bahe sau baar bahe
Ab sookh gaye mere naina… naina…
Ek baar bahe sau baar bahe
Ab sookh gaye mere naina
Rajj rajj ke bahein
Rag rag se bahein
Ab rooth gaye ji naina
O… naino mein sapna jal gaya.. haan mera
Jo rooh kaari kar gaya… woh gehra..
.. daag na chhoote mahiya re… tera..
.. daag na chhute mahiya
Naino mein sapna jal gaya.. haan mera
Daag laga ji so laga.. yeh maila
.. daag na chhute mahiya.. re tera
.. daag naa chhoote mahiya…
Unn galiyon ki chaubaaron ki
Uss mitti ki woh yaadein aayein
Yaadein…
Unn galiyon ki chaubaron ki
Uss mitti ki woh yaadein
Aksar aankhein kar jaati hain
Unn tasveeron se baatein
Yaadon ki inn lehron ko
Chaahun mill jaaye thikana
Yeh kaagaz wali kashtiyan
Chaahun main paar lagana
Par dil darta hai phir se kahin
Saawan aaye na…
Daag na chhoote mahiya…
Ve tera daag na chhute mahiya
Naino mein sapna jal gaya.. haa mera
Jo rooh kaari kar gaya.. woh gehra..
.. daag na chhute mahiya.. ve tera..
.. daag na chhute mahiya o…
Written by:
"Daag" Song Info
Singer | Sukhwinder Singh |
Album | Bhoomi |
Lyricist | Priya Saraiya |
Music | Sachin-Jigar |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Daag" song is from?
The song "Daag" is from the soundtrack album "Bhoomi".
Who wrote the lyrics of "Daag" song?
Priya Saraiya written the lyrics of "Daag". Priya Saraiya is known for writing songs like Jeena Jeena, Sun Saathiya, and Judaai.
Who is the singer of "Daag" song?
Sukhwinder Singh has sung the song "Daag". Sukhwinder Singh is known for singing songs like Sultan Title Song, Udi Udi Jaye, and Gajanana.