Par Ab Jo Aayegi Tu Lyrics AUR

Published: | Updated:
Par Ab Jo Aayegi Tu Lyrics (पर अब जो आएगी तू Lyrics in Hindi): The song is sung by AUR, Usama Ali, and Ahad Khan, and has music by AUR while AUR, Usama Ali, and Ahad Khan have written the Par Ab Jo Aayegi Tu Lyrics. The music video of the Par Ab Jo Aayegi Tu song is directed by AUR , and it features AUR, Usama Ali, and Ahad Khan.

Par Ab Jo Aayegi Tu Lyrics

Ankhein tere bina yeh soti nahi hain
Raatein hoti nahi hain jab tu hoti nahi hai
Hoti hai teri fikar
Rehta hai dil mein ik darr
Ke dil mein veerani hai
Ab tu kab lautega ghar

Par ab jo aayegi tu
Mujhko na paayegi tu
Dil ko samjhaayegi tu
Main hoon yahin
Dhoondoge har gali mein
Phir milunga nahi main
Kho jaunga kahin main
Tere liye

Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai

Dikhti hai chandni jab chhat jaate hain yeh baadal
Aise hi laakhon mein hum tujhko takte hain paagal
Aise hi karte hain sab duaayein ke yeh barsein
Par main chahta hoon ke yeh barsein na
Par ab jo barsenge yeh
Chahat ko tarsoge tum
Mujhko hi dhoondoge tum phir har jagah

Ab tum wafa bhi karoge toh baaki rahega kya
Jisko na sunna tha woh ab kahega kya
Dastak bhi di thi par tumne kaha tha ke
Tumne suna hi nahi
Band kar diya hai ab dil ka yeh darwaaza
Tum tab kahan thay jab tanha main marr raha tha
Raaton mein rota tha khud se main larr raha tha
Socha tha main hi na jaaun kahin

Par ab jo aayegi tu
Mujhko na paayegi tu
Dil ko samjhaayegi tu
Main hoon yahin
Dhoondoge har gali mein
Phir milunga nahi main
Kho jaunga kahin main
Tere liye

Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai

Haan hai haseen tu par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai
Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai

Written by:
AUR, Usama Ali, and Ahad Khan

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Par Ab Jo Aayegi Tu" song?

AUR, Usama Ali, and Ahad Khan have written the lyrics of "Par Ab Jo Aayegi Tu".

Who is the singer of "Par Ab Jo Aayegi Tu" song?

AUR, Usama Ali, and Ahad Khan have sung the song "Par Ab Jo Aayegi Tu".

Who directed "Par Ab Jo Aayegi Tu" music video?

AUR has directed the music video of "Par Ab Jo Aayegi Tu".

Who has featured in the music video?

The music video of "Par Ab Jo Aayegi Tu" features AUR, Usama Ali, and Ahad Khan.