Ek Din (Title Track) Lyrics
Aur ek din ek din aur ho
Haan teri meri dher saari baat ho
Jaane hua hai kya mujhe
Naya sa lage jo bhi kaho
Jo bhi kisi se na kaha
Sununga main to wo bhi kaho
Teri baaton mein hona hai gum
Dil kehta hai keh dena hai tumko
Mere raho mere raho
Mere raho mere raho
Ye bata kya ye ho sakta hai
Kya kabhi waqt bhi thakta hai
Waqt chalna bhool jaaye
Din ye dhalna bhool jaaye
Chal dua maang ke aisa ho
Aur ye ho jaaye to kaisa ho
Aur ek din ek din aur ho
Bas aur ek din ek din aur ho
Haan ya ho kahin raat thehri jheel pe
Jaise humein wo ye kahe
Saare ka saara jee lo abhi
Dekho mile ho to alag
Bhoole se bhi na hona kabhi
Baaki saari duniya kar do gum
Tab keh dena hai maine ye tumko
Mere raho mere raho
Mere raho mere raho humm
Aur ek din ek din aur ho
Aur ek din ek din aur ho
एक दिन (टाइटल ट्रैक) Lyrics in Hindi
औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
हाँ तेरी मेरी ढेर सारी बात हो
जानें हुआ है क्या मुझे
नया सा लगे जो भी कहो
जो भी किसी से ना कहा
सुनूँगा मैं तो वो भी कहो
तेरी बातों में होना है ग़म
दिल कहता है कह देना है तुमको
मेरे राहो मेरे राहो
मेरे राहो मेरे राहो
ये बता क्या ये हो सकता है
क्या कभी वक्त भी थकता है
वक्त चलना भूल जाए
दिन ये ढलना भूल जाए
चल दुआ मांग के ऐसा हो
और ये हो जाए तो कैसा हो
औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
बस औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
हाँ या हो कहीं रात ठहरी झील पे
जैसे हमें वो ये कहे
सारे का सारा जी लो अभी
देखो मिले हो तो अलग
भूले से भी ना होना कभी
बाकी सारी दुनिया कर दो ग़म
तब कह देना है मैंने ये तुमको
मेरे राहो मेरे राहो
मेरे राहो मेरे राहो हुम्म
औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
औऱ एक दिन एक दिन औऱ हो
Written by:
Share Lyrics
"Ek Din (Title Track)" Song Info
| Singer | Arijit Singh |
| Album | Ek Din |
| Lyricist | Irshad Kamil |
| Music | Ram Sampath |
| Director | Sunil Pandey |
| Cast | Junaid Khan, Sai Pallavi, Kavin Dave, Mohit Raina, Kunal Kapoor, Pragati Mishra |
| Music Label | Zee Music Company |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Ek Din (Title Track)" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Ek Din (Title Track)" song?
Irshad Kamil has written the lyrics of "Ek Din (Title Track)". Irshad Kamil is known for writing songs like Hum Mar Jayenge, Milne Hai Mujhse Aayi, and Shayad.
Who is the singer of "Ek Din (Title Track)" song?
Arijit Singh has sung the song "Ek Din (Title Track)". Arijit Singh is known for singing songs like Tu safar mera, Samjhawan, and Kalank (Title Track).
Who directed "Ek Din (Title Track)" music video?
Sunil Pandey has directed the music video of "Ek Din (Title Track)".
Who has featured in the music video?
The music video of "Ek Din (Title Track)" features Junaid Khan, Sai Pallavi, Kavin Dave, Mohit Raina, Kunal Kapoor, and Pragati Mishra.