Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics Amarjeet Jaikar

Published: | Updated:
Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics (चाँद रातों में 2.0 Lyrics in Hindi): The song is sung by Amarjeet Jaikar, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics..

Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics

Chaand raat aayi hai
Bepanaah mohobbat laayi hai

Chaand raaton meinn
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Sahi jaaye na yaara judaaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Wo pehli pehli mulaqaat apni
Bhulegi na mujhko wo ek baat apni
Jab tune mujhse dabe labzon
Mein hi magar izhaar kiya tha

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Tu hai patang aur main aasmaa tera
Tu heer meri aur main raanjhna tera
Aaja tu aaja meri jaanejana
Main hi to hoon jahaan tera

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Chaand Raaton Meinn 2.0" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Chaand Raaton Meinn 2.0". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Chaand Raaton Meinn 2.0" song?

Amarjeet Jaikar has sung the song "Chaand Raaton Meinn 2.0". Amarjeet Jaikar is known for singing songs like Teri Ashhiqui Ne Maara 2.0, Bas Tere Ho Gaye 2.0, and Dardd E Dil Ki Dawaa 2.0.