Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Lyrics Altamash Faridi

Published: | Updated:
Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Lyrics (ना तेरे जैसा यार मिलेया Lyrics in Hindi): The song is sung by Altamash Faridi and Shreya Jain, and has music by Tanishk Bagchi while Dhrruv Yogi has written the Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Lyrics. The music video of the Naa Tere Jaisa Yaar Mileya song is directed by Umesh Shukla , and it features Divita Juneja, Prit Kamani, Gulshan Grover, Sanjay Mishra, Ashutosh Rana, and Meghna Malik.

Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Lyrics

Main yaara tujhse hi chala
Haan tujh pe hi aake ruka
Tu manzil safar tu mera
Jahaan main khud se hoon mila
Jidhar main sajde mein jhuka
Hai wo rab ka ghar tu mera

Chahe main kisi bhi raaste chalun
Rahein saari tujh tak laaye mujhe
Haathon ki lakeeron mein likha hai tu
Yaara yun hi nahi mileya

Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Naa tere jaisa yaar mileya
Naa tere jaisa yaar mileya

Ghoome aave main saari ki saari duniya
Ghoome aave main saari ki saari duniya
Naa tere jaisa yaar mileya
Naa tere jaisa yaar mileya

Ho beliyaan ye pyaar tera
Haq mera haqdar mera
Bin tere kirdaar mera aadha

Jo dekhun yaar to eid manawa
Aaj main geet shagun de gawa
O jinevaari bhi main duniya te aawa
Banu main har vaar tera

Jannaton mein kahin aasman mein
Banti hai choodiyan jahaan mein
Pahuncha hai mera armaan hi
Hai jo maange wahi mileya

Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Naa tere jaisa yaar mileya
Naa tere jaisa yaar mileya

Ghoome aave main saari ki saari duniya
Ghoome aave main saari ki saari duniya
Naa tere jaisa yaar mileya
Naa tere jaisa yaar mileya

Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa
Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa

Haan main mar jaawa haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa

Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa
Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa

Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Naa tere jaisa yaar mileya
Naa tere jaisa yaar mileya

Written by:
Dhrruv Yogi

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya" song?

Dhrruv Yogi has written the lyrics of "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya". Dhrruv Yogi is known for writing songs like Dua Karo, Naa Tere Jaisa Yaar Mileya, and Bhool Bhulaiyaa 3 - Title Track.

Who is the singer of "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya" song?

Altamash Faridi and Shreya Jain have sung the song "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya". Altamash Faridi is known for singing songs like Deewani Mastani, Ik Mulaqaat, and Aashiq Tera.

Who directed "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya" music video?

Umesh Shukla has directed the music video of "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya".

Who has featured in the music video?

The music video of "Naa Tere Jaisa Yaar Mileya" features Divita Juneja, Prit Kamani, Gulshan Grover, Sanjay Mishra, Ashutosh Rana, and Meghna Malik.