Kaam Kaam Kaam Lyrics
Nayi subaho ka aagaj
Sabki ki ho ik aawaj
Jab kaam se ho thakan
Fir chhede koyi saaj
Aur unchi apni ho parvaaj
Hai quaid ka farmaan
Yeh pyaara pakistan
Aage badh jayega
Jab milke karenge kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thhak jaaye
To aur karein hum kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thhak jaaye
To aur karein hum kaam
Yeh mulk humara hai
Humein jaan se pyaara hai
Hai apni yeh pehchan
Yeh mera pakistan
Chahat ke dharo mein
Nadiya ke kinaro mein
Har bacche ka armaan
Mera dil meri jaan
Mera pakistan yeh mera pakistan
Mera pakistan yeh mera pakistan
Aao milkar isko sanwaare
Iss dharti ko firse nikhare
Yeh mera hai paigaam..
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thhak jaaye
To aur karein hum kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thhak jaaye
To aur karein hum kaam
Written by:
"Kaam Kaam Kaam" Song Info
Singer | Ali Zafar |
Lyricist | Ali Zafar |
Music | Ali Zafar |
Director | Waleed Akram |
Music Label | Lightingale Records |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Kaam Kaam Kaam" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Kaam Kaam Kaam" song?
Ali Zafar has written the lyrics of "Kaam Kaam Kaam". Ali Zafar is known for writing songs like Jhoom, Voh Dekhnay Mein, and Hamd-o-Naat.
Who is the singer of "Kaam Kaam Kaam" song?
Ali Zafar has sung the song "Kaam Kaam Kaam". Ali Zafar is known for singing songs like Jhoom, Balaghal Ula Bi Kamaalihi, and Voh Dekhnay Mein.
Who directed "Kaam Kaam Kaam" music video?
Waleed Akram has directed the music video of "Kaam Kaam Kaam".