Ye hai Zila Ghaziabad Lyrics
Tod ke gilli haaye
Arey chhod ke kancha
Tod ke gilli, chhod ke kancha
Thaam liya ji tamancha
Ghurraoon rijhaoon
Kabze me kisi ke na aaun
Aaun bajaaun
Main be-baat danda uthaoon
Arey sabse pehle hum hain
Aur sab hain humre baad
Yeh hai Zila Ghaziabad
Yeh hai Zila Ghaziabad
Dauda ke maree…
Dauda ke mare shikari jaise
Bhaag bhaag tu jaan bachake
Bhaag naa lage vardi pe khoon ke daag
Kad lamba seena chauda
Pade ghoonsa jaise hathoda
Jhat muh sooje kuch na boojhe
Patloon hove gilli
Ghurraoon rijhaoon
Kabze me kisi ke na aaun
Aaun bajaaun
Main be-baat danda uthaoon
Arey sabse pehle hum hain
Aur sab hain humre baad
Arey yo hai Zila Ghaziabad
Ye hai Zilla Ghaziabad
Ye hai Zilla Ghaziabad
Written by:
"Ye hai Zila Ghaziabad" Song Info
Singer | Nadeem Khan, Amjad Bagadba |
Album | Zila Ghaziabad |
Lyricist | Shabbir Ahmed |
Music | Amjad-Nadeem |
Cast | Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Vivek Oberoi, Paresh Rawal, Minissha Lamba, Ravi Kissen |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Ye hai Zila Ghaziabad" song is from?
The song "Ye hai Zila Ghaziabad" is from the soundtrack album "Zila Ghaziabad".
Who wrote the lyrics of "Ye hai Zila Ghaziabad" song?
Shabbir Ahmed written the lyrics of "Ye hai Zila Ghaziabad". Shabbir Ahmed is known for writing songs like Ik Mulaqaat, Teri Meri Prem Kahani, and Aawara Shaam Hai.
Who is the singer of "Ye hai Zila Ghaziabad" song?
Nadeem Khan and Amjad Bagadba have sung the song "Ye hai Zila Ghaziabad".