Yaad Na Aana Lyrics Yash Narvekar

Published: | Updated:
Yaad Na Aana Lyrics: The song is sung by Yash Narvekar and Akasa, and has music by Filipe Survivial (Redmojo) and ysoblue while Yash Narvekar has written the Yaad Na Aana Lyrics. The music video of the Yaad Na Aana song is directed by Bhargav and Sarthak , and it features Shristi Ganguly and Pratik Deshmukh.

Yaad Na Aana Lyrics

Tere bina kabhi shaamein bhi ho meri
Yeh socha na tha
Tanhayi se meri yoon hogi dosti
Yeh socha na tha

Ke aise hi zindagi kat jaane de tu meri
Naa mile na sahi
Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi
Baat yeh maan le tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana

Tum bhi kabhi to kuch der hi par
Yaad karke mujhko sochte zaroor hoge
Darmiyan humari galtiya thi kitni
Ginte ginte raaatein kaat'te zaroor hoge

Jaane do jo hua mil jaayega phir koyi
Yoon guzar jaayegi zindagi
Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi
Baat ab yeh maan le tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana

Written by:
Yash Narvekar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Yaad Na Aana" song?

Yash Narvekar has written the lyrics of "Yaad Na Aana". Yash Narvekar is known for writing songs like Jaane Na Dunga Kahin, Kyun Judaa, and Teri Yaadon Mein.

Who is the singer of "Yaad Na Aana" song?

Yash Narvekar and AKASA have sung the song "Yaad Na Aana". Yash Narvekar is known for singing songs like Ek Toh Kum Zindagani, Mere Dil Mein, and Nai Jeena.

Who directed "Yaad Na Aana" music video?

Bhargav, Sarthak has directed the music video of "Yaad Na Aana".

Who has featured in the music video?

The music video of "Yaad Na Aana" features Shristi Ganguly and Pratik Deshmukh.