Kyun Mazaa Aa Raha Hai Lyrics
Chaalsazi teri
Ya hai yeh jaanasheen
Ya koi humnasheen
The maine jo bhi seekhe sikhaaye
Yeh dil kyun bhoola woh saare salike
Kyun dhoondhta hai baaton mein yunhi
Yeh dil lagaane ke taaze tarike
Kyun mazaa aa raha hai
Dil mera gaa raha hai
Kyun mazaa aa raha hai
Dil mera gaa raha hai
Roka tha kabse
Sambhaala tha kabse
Ki pyaar ek bada maajra hai
Na tum isme padna
Haan bachke nikalna
Ki pyaar ka kathin raasta hai
The maine jo bhi raaste dikhaye
Yeh dil kyun yun unsuna kar raha hai
Yeh kaisa jaadu tune kiya hai
Tere siva sab mana kar raha hai
Kyun mazaa aa raha hai
Dil mera gaa raha hai
Kyun mazaa aa raha hai
Dil mera gaa raha hai
क्यों मज़ा आ रहा है Lyrics in Hindi
चालसाजी तेरी
या है यह जानशीन
या कोई हमनशीन
थे मैंने जो भी सीखे सिखाए
यह दिल क्यों भूला वो सारे सलीके
क्यों ढूंढ़ता है बातों में यूंही
यह दिल लगाने के ताज़े तरीके
क्यों मज़ा आ रहा है
दिल मेरा गा रहा है
क्यों मज़ा आ रहा है
दिल मेरा गा रहा है
रोका था कबसे
संभाला था कबसे
कि प्यार एक बड़ा माजरा है
ना तुम इसमें पड़ना
हाँ बचके निकलना
कि प्यार का कठिन रास्ता है
थे मैंने जो भी रास्ते दिखाए
यह दिल क्यों यूं अनसुना कर रहा है
यह कैसा जादू तूने किया है
तेरे सिवा सब मना कर रहा है
क्यों मज़ा आ रहा है
दिल मेरा गा रहा है
क्यों मज़ा आ रहा है
दिल मेरा गा रहा है
Written by:
Share Lyrics
"Kyun Mazaa Aa Raha Hai" Song Info
| Singer | Vishal Mishra |
| Album | Bandar |
| Lyricist | Shashwat Dwivedi |
| Music | Aditya Dev |
| Director | Anurag Kashyap |
| Cast | Bobby Deol, Sanya Malhotra, Saba Azad, Sapna Pabbi, Raj B. Shetty, Indrajith Sukumaran, Jitendra Joshi, Riddhi Sen, Nagesh Bhosle |
| Music Label | Saregama |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Kyun Mazaa Aa Raha Hai" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Kyun Mazaa Aa Raha Hai" song?
Shashwat Dwivedi has written the lyrics of "Kyun Mazaa Aa Raha Hai".
Who is the singer of "Kyun Mazaa Aa Raha Hai" song?
Vishal Mishra has sung the song "Kyun Mazaa Aa Raha Hai". Vishal Mishra is known for singing songs like Jaan Ban Gaye, Teri Hogaiyaan, and Aaj Bhi.
Who directed "Kyun Mazaa Aa Raha Hai" music video?
Anurag Kashyap has directed the music video of "Kyun Mazaa Aa Raha Hai".
Who has featured in the music video?
The music video of "Kyun Mazaa Aa Raha Hai" features Bobby Deol, Sanya Malhotra, Saba Azad, Sapna Pabbi, Raj B. Shetty, Indrajith Sukumaran, Jitendra Joshi, Riddhi Sen, and Nagesh Bhosle.