Bharatvarsh Anthem Lyrics Suvarna Tiwari

Published: | Updated:
Bharatvarsh Anthem Lyrics (भारतवर्ष एंथम Lyrics in Hindi): The song is sung by Suvarna Tiwari, and has music by Monty Sharma while Akshat Gupta has written the Bharatvarsh Anthem Lyrics. The music video of the Bharatvarsh Anthem song is directed by Prince Dhiman , and it features Sooraj Pancholi, Suniel Shetty, Vivek Oberoi, and Akanksha Sharma.

Bharatvarsh Anthem Lyrics

Vishva Guru Bharat
Poorvaj jahan ka Ram hai
Bhakt swayam Hanuman hai
Tu janma hai jis dharti par
Garv kar woh Bharat hai

Tu Hindu hai abhimaan kar
Har naari ka sammaan kar
Is maati ko maathe laga
Is dharti ko pranam kar

Shakti aur Shiv ka ansh tu
Tujh mein devo ka rakt hai
Dushmano ka hai vidhwansh
Tu veer hai deshbhakt hai

Tu janma hai dev bhoomi mein
Shiv ka ye tujhe vardan hai
Tu sabko gale lagaata hai
Bharat vanshi tu mahaan hai

Wahan bahti Ganga Maiya hai
Aur pooji jaati Gaiya hai
Jiski kare Himalaya raksha
Jisne hans ke dushman ko bhi hai baksha

Shiv Shambhu ka shankh yahan
Krishna ka mor pankh yahan
Geeta ka saar yahan
Vishnu har baar yahan

Vishva Guru Bharat
Teri devi Sherawali hai
Tu Shiv ki santaan hai
Tu saubhagyashaali hai
Tera desh Bharat hai
Dushmano ka kaal tu Shankhnaad
Tu lalkaar hai
Shiv ka tu trishul hai
Tu Durga ki talwar hai

Is bhoomi ka jo satya hai
Woh satya Ram naam hai
Ram ka to vanshaj hai
Yahan Shiv ka tujhe vardan hai
Is desh mein bahti Ganga hai
Bhagwa aasman hai
Jis desh mein tu janma hai
Woh desh bahut mahaan hai

Nirbal ka tu rakshak hai
Peeche tere Hanuman hai
Tera koi prarambh nahi
Na tera koi samaapt hai
Sainkaṛon ki sena par tu ek hi paryaapt hai
Yahan mar ke bhi amar bane jo
Veergati ko prapt hai

Ek haath mein shastra hai
Jiske ek haath mein shaastra hai
Woh Vishva Guru Bharat hi ek maatra hai

Written by:
Akshat Gupta

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Bharatvarsh Anthem" song?

Akshat Gupta has written the lyrics of "Bharatvarsh Anthem".

Who is the singer of "Bharatvarsh Anthem" song?

Suvarna Tiwari has sung the song "Bharatvarsh Anthem". Suvarna Tiwari is known for singing songs like Dil Se Dil Tak, Bharatvarsh Anthem, and Nirmohiya.

Who directed "Bharatvarsh Anthem" music video?

Prince Dhiman has directed the music video of "Bharatvarsh Anthem".

Who has featured in the music video?

The music video of "Bharatvarsh Anthem" features Sooraj Pancholi, Suniel Shetty, Vivek Oberoi, and Akanksha Sharma.