Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke Lyrics
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad naa inhein roke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad naa inhein roke
Sarhadein insaanon ke liye hain
Socho tumne aur maine
Kya paya insaan hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhadein insaanon ke liye hain
Socho tumne aur maine
Kya paya insaan hoke
Jo hum donon panchhi hote
Tairate hum is neel gagan mein
Pankh pasaare
Saari dharti apni hoti
Apne hote saare nazaare
Khuli fizaaon mein udte
Khuli fizaaon mein udte
Apne dilon mein hum sara pyaar samo ke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhadein insaanon ke liye hain
Socho tumne aur maine
Kya paya insaan hoke
Jo main hoti nadiya aur tum
Pawan ke jhonke to kya hota
O.. jo main hoti nadiya aur tum
Pawan ke jhonke to kya hota
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko
Jab chhoote hain
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko
Jab chhoote hain
Laharein hi laharein banti hain
Hum donon jo milte to kuchh aisa hota
Sab kehte yeh lahar lahar jahan bhi jaaye
Inko naa koi toke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad naa inhein roke
Sarhadein insaanon ke liye hain
Socho tumne aur maine
Kya paya insaan hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad naa inhein roke
पंछी नदिया पवन के झोंके Lyrics in Hindi
पंछी, नदिया, पवन के झोंके
कोई सरहद न इन्हें रोके
पंछी, नदिया, पवन के झोंके
कोई सरहद न इन्हें रोके
सरहदें इंसानों के लिए हैं
सोचो तुमने और मैंने
क्या पाया इंसान होके
जो हम दोनों पंछी होते
तैरते हम इस नील गगन में
पंख पसारे
सारी धरती अपनी होती
अपने होते सारे नज़ारे
खुली फ़िज़ाओं में उड़ते
खुली फ़िज़ाओं में उड़ते
अपने दिलों में हम सारा प्यार समो के
पंछी, नदिया, पवन के झोंके
कोई सरहद न इन्हें रोके
सरहदें इंसानों के लिए हैं
सोचो तुमने और मैंने
क्या पाया इंसान होके
जो मैं होती नदिया और तुम
पवन के झोंके तो क्या होता
ओ... जो मैं होती नदिया और तुम
पवन के झोंके तो क्या होता
पवन के झोंके नदि के तन को
जब छूते हैं
लहरें ही लहरें बनती हैं
हम दोनों जो मिलते तो कुछ ऐसा होता
सब कहते ये लहर लहर जहां भी जाए
इनको ना कोई रोके
पंछी, नदिया, पवन के झोंके
कोई सरहद न इन्हें रोके
सरहदें इंसानों के लिए हैं
सोचो तुमने और मैंने
क्या पाया इंसान होके
पंछी, नदिया, पवन के झोंके
कोई सरहद न इन्हें रोके।
Written by:
"Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" Song Info
Singer | Sonu Nigam, Alka Yagnik |
Album | Refugee |
Lyricist | Javed Akhtar |
Music | Anu Malik |
Director | J.P. Dutta |
Cast | Jackie Shroff, Suniel Shetty, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor |
Music Label | Saregama |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" song?
Javed Akhtar has written the lyrics of "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke". Javed Akhtar is known for writing songs like Afreen Afreen, Hosanna, and Senorita.
Who is the singer of "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" song?
Sonu Nigam and Alka Yagnik have sung the song "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.
Who directed "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" music video?
J.P. Dutta has directed the music video of "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke".
Who has featured in the music video?
The music video of "Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke" features Jackie Shroff, Suniel Shetty, Abhishek Bachchan, and Kareena Kapoor.