Har Safar Mein Humsafar Lyrics Sonu Nigam

Published: | Updated:
Har Safar Mein Humsafar Lyrics (हर सफ़र में तू हमसफ़र Lyrics in Hindi): The song is sung by Sonu Nigam, and has music by Prikshit and Nishadh while Vimal Kashyap has written the Har Safar Mein Humsafar Lyrics. The music video of the Har Safar Mein Humsafar song is directed by Rhythm Sanadhya , and it features Kapil Sharma and Warina Hussain.

Har Safar Mein Humsafar Lyrics

Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye
Teri dhadkan mein mujhko ghar chahiye
Mannaton mein tu umar bhar chahiye

Chheen loon tujhko duniya se main
Maang loon rab se yaara tujhe
Hone doon na kabhi main juda tujhe

Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye

Sauda ye dil ka dil se humne kar liya
Tujhe paake door sabse khud ko kar liya
Chahiye nuksaan ho ya ho nafaa
Karna tha jo humne kar liya

Na kisi ki karun parwaah main
Behta rahun teri hawaaon mein
Tuhi har pal meri duaaon mein

Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye

Written by:
Vimal Kashyap

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Har Safar Mein Humsafar" song?

Vimal Kashyap has written the lyrics of "Har Safar Mein Humsafar". Vimal Kashyap is known for writing songs like Zara Suno, Kya Sunaoon, and Sajna Ve.

Who is the singer of "Har Safar Mein Humsafar" song?

Sonu Nigam has sung the song "Har Safar Mein Humsafar". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.

Who directed "Har Safar Mein Humsafar" music video?

Rhythm Sanadhya has directed the music video of "Har Safar Mein Humsafar".

Who has featured in the music video?

The music video of "Har Safar Mein Humsafar" features Kapil Sharma and Warina Hussain.