Ae Ri Sakhi Lyrics
Yahi kisi kone mein pade the rishton ke dhaage ab kidhar gaye
Soona soona sa hai faasla jo baitha hamare hai darmiyaan
Sabhi gam mere paas la inhe mana bujha ke main kar doon rawaan
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Bhaag lage is aangan ko
Bhaag lage is aangan ko
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi ae ri sakhi
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi ae ri sakhi
Hai chotein gehri aur marham thoda kam hai pad gaya
Hai chotein gehri aur marham thoda kam hai pad gaya
Ke khanjar gam ka seene mein aa ke aise badh gaya
Bahaane deti hai takdeer bahaane deti hai takdeer
Jo poochho kaahe marham na ye lagaye
Haaye ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Bhag lage is aangan ko
Bhag lage is aangan ko
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi ae ri sakhi
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
Ae ri sakhi ae ri sakhi
Ae ri sakhi morey piya ghar aaye
ए री सखी Lyrics in Hindi
यही किसी कोने में पड़े थे रिश्तों के धागे अब किधर गए
सूना सूना सा है फ़ासला जो बैठा हमारे है दरमियान
सभी ग़म मेरे पास ला इन्हे मना बुझा के मैं कर दूँ रवाँ
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी मोरे पिया घर आए
भाग लगे इस आंगन को
भाग लगे इस आंगन को
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी ए री सखी
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी ए री सखी
है छोटे गहरी और मरहम थोड़ा कम है पड़ गया
है छोटे गहरी और मरहम थोड़ा कम है पड़ गया
के खंजर ग़म का सीने में आ के ऐसे बढ़ गया
बहाने देती है तक़दीर बहाने देती है तक़दीर
जो पूंछो काहे मरहम न ये लगाए
हाये ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी मोरे पिया घर आए
भाग लगे इस आंगन को
भाग लगे इस आंगन को
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी ए री सखी
ए री सखी मोरे पिया घर आए
ए री सखी ए री सखी
ए री सखी मोरे पिया घर आए
Written by:
and
Share Lyrics
"Ae Ri Sakhi" Song Info
| Singer | Shreya Ghoshal, IP Singh |
| Album | Subedaar |
| Lyricist | Amir Khusrau, IP Singh |
| Music | Akshay, IP Singh |
| Director | Suresh Triveni |
| Cast | Anil Kapoor, Radhika Madan, Saurabh Shukla, Aditya Rawal |
| Music Label | Tseries |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Ae Ri Sakhi" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Ae Ri Sakhi" song?
Amir Khusrau and IP Singh have written the lyrics of "Ae Ri Sakhi".
Who is the singer of "Ae Ri Sakhi" song?
Shreya Ghoshal and IP Singh have sung the song "Ae Ri Sakhi". Shreya Ghoshal is known for singing songs like Samjhawan, Hasi (Female), and Thodi Der.
Who directed "Ae Ri Sakhi" music video?
Suresh Triveni has directed the music video of "Ae Ri Sakhi".
Who has featured in the music video?
The music video of "Ae Ri Sakhi" features Anil Kapoor, Radhika Madan, Saurabh Shukla, and Aditya Rawal.