Ghar Yaad Aata Hai Mujhe Lyrics

Published: | Updated:
The song Ghar yaad aata hai mujhe is from 5th Episode of Satyamev Jayate which is on the issue Honour Killing named Intolerance To Love: Is Love A Crime?. Ghar yaad aata hai mujhe is sung by Husband-Wife: Ram Sampath & Sona Mohapatra, and composed by Ram Sampath and Lyrics are penned by Svati Chakravarty & Suresh Bhatia.
Watch full Satyamev Jayate 5th episode (3rd June 2012) on the issue of Honour Killing and listen to the 5th episode song “Ghar Yaad Aata Hai Mujhe”.

Ghar Yaad Aata Hai Mujhe Lyrics

Woh garmiyon ki raat, Woh jaade ki baat
Woh paani ka matka, rasoi ki aag
Sab satata hai mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe…

Sathi ik sath ho, itni si baat hai
Woh ped woh aangan dikhana hai usey
Kehta hai roz mann mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe…

Jin dilon mein raha barso tak
Ek hissa unme mera bhi tha
Phir wahin rehna hai mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe…

Sehmi chokhat pe khade
Pyar karna ssekha tha tum se
Phir paana hai
Kitni doge sazaa, ab toh de do duaa
Ghar yaad aata hai mujhe…

Written by:
Suresh Bhatia and Svati Chakravarty

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe" song is from?

The song "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe" is from the soundtrack album "Satyamev Jayate (TV Series)".

Who wrote the lyrics of "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe" song?

Suresh Bhatia and Svati Chakravarty written the lyrics of "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe". Suresh Bhatia is known for writing songs like Bharat Bhagya Vidhata Uth, Aam Ke Aam Honge, and Ghar Yaad Aata Hai Mujhe.

Who is the singer of "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe" song?

Sona Mohapatra and Ram Sampath have sung the song "Ghar Yaad Aata Hai Mujhe". Sona Mohapatra is known for singing songs like Naina, Bahara, and Bekhauff.