Dhairya Dena Lyrics
Timtimaata deep banke aa
Bhookh jo tune hi di daata
To niwala bhi tu hi de ja
Raat ka jab ho ghana pehra
Timtimaata deep banke aa
Bhookh jo tune hi di daata
To niwala bhi tu hi de ja
Chahe pal ho jitne bhi kam hum ji lenge
Aankhein ho kitni bhi nam gum pee lenge
Har sar ab jhukta hai isi aas mein daata
Dhairya dena saath rehna
Raat ka jab ho ghana pehra
Timtimaata deep banke aa
Besuri jab ye lage duniya
Gungunaata geet banke aa
Ujad jaayein chhat deewarein
Phir bhi hum himmat na haarein
Hum bane wo ped jiski
Jad se khilti hain bahaarein
Aandhi aaye aaye toofaan
Aag ye jalti rahegi
Ghaav chahe kitni bhi ho
Saans ye chalti rahegi
Aao dil se aaj judte hain
Ho o haath thaame milkar chalte hain
Tu hai nirmal sneh tu mamta
Tu hi to sabka sahaara hai
Nanhi si ek jaan hai tujh mein
Aane wala wo dulaara hai
Sab poore hote hain sapne mann ke
Maa janm leti hai janani banke
Aajeevan khush rehna vardaan maange hum
Shubh shubh ho nitya jai ho
धैर्य देना Lyrics in Hindi
टिमटिमाता दीप बनके आ
भूख जो तूने ही दी दाता
तो निवाला भी तू ही दे जा
रात का जब हो घना पहरा
टिमटिमाता दीप बनके आ
भूख जो तूने ही दी दाता
तो निवाला भी तू ही दे जा
चाहे पल हो जितने भी कम हम जी लेंगे
आँखें हो कितनी भी नम गम पी लेंगे
हर सर अब झुकता है इसी आस में दाता
धैर्य देना साथ रहना
रात का जब हो घना पहरा
टिमटिमाता दीप बनके आ
बेसुरी जब ये लगे दुनियां
गुनगुनाता गीत बनके आ
उजड़ जाएँ छत दीवारें
फिर भी हम हिम्मत ना हारे
हम बने वो पेड़ जिसकी
जड़ से खिलती हैं बहारें
आँधी आए आए तूफान
आग ये जलती रहेगी
घाव चाहे कितनी भी हो
साँस ये चलती रहेगी
आओ दिल से आज जुड़ते हैं
हो ओ हाथ थामें मिलकर चलते हैं
तू है निर्मल स्नेह तू ममता
तू ही तो सबका सहारा है
नन्ही सी एक जान है तुझ में
आने वाला वो दुलारा है
सब पूरे होते हैं सपने मन के
माँ जन्म लेती है जननी बनके
आजीवन खुश रहना वरदान माँगे हम
शुभ शुभ हो नित्य जय हो
Written by:
Share Lyrics
"Dhairya Dena" Song Info
| Singer | Parvathi Meenakshi |
| Album | Ranabaali |
| Lyricist | Kshitij Patwardhan |
| Music | Ajay – Atul |
| Director | Rahul Sankrityan |
| Cast | Vijay Deverakonda, Rashmika Mandanna, Arnold Vosloo |
| Music Label | Tseries |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Dhairya Dena" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Dhairya Dena" song?
Kshitij Patwardhan has written the lyrics of "Dhairya Dena". Kshitij Patwardhan is known for writing songs like Phisal Jaa Tu, Milaa Yun, and Dhairya Dena.
Who is the singer of "Dhairya Dena" song?
Parvathi Meenakshi has sung the song "Dhairya Dena".
Who directed "Dhairya Dena" music video?
Rahul Sankrityan has directed the music video of "Dhairya Dena".
Who has featured in the music video?
The music video of "Dhairya Dena" features Vijay Deverakonda, Rashmika Mandanna, and Arnold Vosloo.