Awadh Ke Ram Chale Lyrics Ramayana Part 1

Published: | Updated:
Awadh Ke Ram Chale Lyrics (अवध के राम चले Lyrics in Hindi) from album Ramayana Part 1: The song is sung by Abhay Jodhpurkar, and has music by Shubham Shirule while Kumar Vishwas has written the Awadh Ke Ram Chale lyrics for Ramayana Part 1. The "Awadh Ke Ram Chale" song is from the "Ramayana Part 1" starring Ranbir Kapoor, Yash, and Sai Pallavi.

Awadh Ke Ram Chale Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Awadh ke praan chale
Kar ke anaath chale
Tumhare bina sambhaare kaun humein ram

Nainon mein megh chhaaye
Durdin ghir ke aaye
Kiske bharose chhoda rakhwaare ram

Tum bin ye jeevan
Marne ke jaisa hai
Jeena kaise humein kaun sikhaaye

Jaate ho jaao ram
Itna bataao ram
Praan se jo ram jaaye
Kaise saans aaye

Jeevan aadhaar ram
Jagat ke saar ram
Tum bin humko kaun sanwaare

Awadh ke praan chale
Kar ke anaath chale
Tumhare bina sambhaare kaun humein ram

Awadh ke praan chale
Kar ke anaath chale
Tumhare bina sambhaare kaun humein ram

Jaana hai jaao dharti bachao
Dharm dhwaja lehraao
Dharm dhwaja lehraao

Par tum bin hum kaise jiye bas
Itna bataate jaao ram
Itna bataate jaao

Mat jaao ram raja
Mat jaao raghunandan
Suno ram raja
Mat jaao raghunandan

Ruk jaao na raghav

Awadh ke praan chale
Kar ke anaath chale
Tumhare bina sambhaare kaun humein ram

Awadh ke praan chale
Kar ke anaath chale
Tumhare bina sambhaare kaun humein ram

Written by:
Kumar Vishwas

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Awadh Ke Ram Chale" song is from?

The song "Awadh Ke Ram Chale" is from the soundtrack album "Ramayana Part 1".

Who wrote the lyrics of "Awadh Ke Ram Chale" song?

Kumar Vishwas written the lyrics of "Awadh Ke Ram Chale". Kumar Vishwas is known for writing songs like Veer Bhagat Singh, De De Jagah, and O Mere Aasma.

Who is the singer of "Awadh Ke Ram Chale" song?

Abhay Jodhpurkar has sung the song "Awadh Ke Ram Chale". Abhay Jodhpurkar is known for singing songs like Mere Naam Tu, Sapna Hai Sach Hai, and Guzar Jayega.

Who directed Ramayana Part 1?

Nitesh Tiwari has directed the film Ramayana Part 1.