Chaand Raaton Meiin Lyrics Raj Barman

Published: | Updated:
Chaand Raaton Meiin Lyrics (चाँद रातों में Lyrics in Hindi): The song is sung by Raj Barman, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Chaand Raaton Meiin Lyrics..

Chaand Raaton Meiin Lyrics

Chaand raat aayi
Bepanaah mohabbat layi hai

Chaand raaton meiin aaja
Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein aaja
Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan

Woh pehli pehli mulaqaat apni
Bhoolegi na mujhko woh ik baat apni
Jab tune mujhse
Dabe lafzon mein hi magar
Izhaar kiya tha

Chaand raaton mein aaja
Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein aaja

Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Tu hai patang aur main aasmaan tera
Tu heer meri aur main ranjhana tera
Aaja tu aaja meri jaan-e-jaana
Main hi to hoon jahan tera

Ho chaand raaton mein aaja
Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein aaja
Meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiyan
Sahi jaaye na yaara judaiyan

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Chaand Raaton Meiin" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Chaand Raaton Meiin". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Chaand Raaton Meiin" song?

Raj Barman has sung the song "Chaand Raaton Meiin". Raj Barman is known for singing songs like Hum Thay Seedhe Saadhe, Manjha, and Tu Milta Hai Mujhe.