Laila Lyrics

Published: | Updated:
Laila Lyrics from Notebook: The song is sung by Dhvani Bhanushali, composed by Vishal Mishra with lyrics written by Abhendra Upadhyay and Vishal Mishra and it features Zaheer Iqbal and Pranutan Bahl.

Laila Lyrics

Mere sar pe hogi dhun teri
Tere sar pe mera fatoor hoga
Mujhe tumpe naaz hai jitna
Tumhe mujhpe utna guroor hoga
Main Laila ki tarah
Tu Majnu sa mashoor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga

Chandni se dhup tak wahin pe bikhrenge
Jis jagah milenge hum ye dekhna
Aasma bhi tutega zameen bhi pighlegi
Jis jagah milenge hum ye dekhna

Bechaniyo ka sama rahega
Hoga ye bhi dekhna
Dard mein ye jahan rahega
Hoga ye bhi dekhna
Haan yehi hoga

Thoda thoda tera hoga
Thoda thoda mera kasoor hoga
Mujhe tumpe naaz hai jitna
Tumhe mujhpe utna guroor hoga
Main Laila ki tarah
Tu Majnu sa mashoor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga
Dekhna ye ek din zaroor hoga

Written by:
Abhendra Upadhyay and Vishal Mishra

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Laila" song is from?

The song "Laila" is from the soundtrack album "Notebook".

Who wrote the lyrics of "Laila" song?

Abhendra Upadhyay and Vishal Mishra written the lyrics of "Laila".

Who is the singer of "Laila" song?

Dhvani Bhanushali has sung the song "Laila". Dhvani Bhanushali is known for singing songs like Vaaste, Duniyaa, and Psycho Saiyaan.

Who directed Notebook?

Nitin Kakkar has directed the film Notebook.