Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana Lyrics Noor Jehan

Published: | Updated:
Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana Lyrics (जवां है मोहब्बत हसीं है ज़माना Lyrics in Hindi): The song is sung by Noor Jehan, and has music by Naushad while Tanveer Naqvi has written the Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana Lyrics. The music video of the Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana song is directed by Mehboob Khan , and it features Suraiya, NoorJehan, Surendra, Zahoor, Amir Banu, Anwari, Leela Mishra, and Murad.

Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana Lyrics

Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kya
Kahega zamana
kya Kahega zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamana
Haan rangeen zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne khushi
Ka khazana

Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekha
kisine na Jana
Haan kisine na Jana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Milaa hai mujhe
zindagi ka Bahana
Zindagi ka Bahana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana.

Written by:
Tanveer Naqvi

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana" song?

Tanveer Naqvi has written the lyrics of "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana".

Who is the singer of "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana" song?

Noor Jehan has sung the song "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana".

Who directed "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana" music video?

Mehboob Khan has directed the music video of "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana".

Who has featured in the music video?

The music video of "Jawan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamana" features Suraiya, NoorJehan, Surendra, Zahoor, Amir Banu, Anwari, Leela Mishra, and Murad.