Marjawa Lyrics
Raat ko teri chandni banke
Main tujhe pyar karun
Subah ko teri roshni banke
Main tujhe pyar karun
Haal-e-dil tujhko sunao
Haal-e-dil (Haal-e-dil..)
Gham-e-dil tujhko sunao
Gham-e-dil (Gham-e-dil..)
Tu hi mera rehbar tu hi mera dar
Tujh se hai roshan mere dil ka jahaan
Marjawan main tere naal
Marjawa main tere naal
Marjawa haan seene naal (x2)
Ishqaan di galla kar le
Baahon main mujh ko bharle
Aayega jeene ka mazaa
Naina vich mujhko bhar le
Apna tu apna kar le
Aayega jeene ka mazaa
Tu mera rehbar, tu hi mera dar
Tujh se hai roshan mere dil ka jahaan
Marjawan main tere naal
Marjawa main tere naal
Marjawa haan seene naal (x2)
Tujh se mera jahaan hai
Zameen or aasman hai
Iss baat ka gavaah khuda haa aa…
Haan tu meri ibteda hai
Tu meri inteha hai
Iss baat ka gavaah khuda
Tu mera rehbar, tu hi mera dar
Tujh se hai mere dil ka jahaan
Marjawan main tere naal
Marjawa main tere naal
Marjawa haan seene naal (x2)
Written by:
"Marjawa" Song Info
Singer | Sonu Nigam |
Album | Mumbai Mirror |
Lyricist | Shabbir Ahmed |
Music | Amjad-Nadeem |
Cast | Sachiin J Joshi |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Marjawa" song is from?
The song "Marjawa" is from the soundtrack album "Mumbai Mirror".
Who wrote the lyrics of "Marjawa" song?
Shabbir Ahmed written the lyrics of "Marjawa". Shabbir Ahmed is known for writing songs like Ik Mulaqaat, Teri Meri Prem Kahani, and Aawara Shaam Hai.
Who is the singer of "Marjawa" song?
Sonu Nigam has sung the song "Marjawa". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.